Mohammed Rafi feat. Lata Mangeshkar - Teri Duniya Se Door - From "Zabak" Lyrics

Lyrics Teri Duniya Se Door - From "Zabak" - Lata Mangeshkar , Mohammed Rafi



teri duniya se door
chale ho ke majboor
hume yaad rakhna
teri duniya se door
chale ho ke majboor
hume yaad rakhna
jao kahin bhi sanam
tumhe itni kasam
hume yaad rakhna
jao kahin bhi sanam
tumhe itni kasam
hume yaad rakhna
ooo teri duniya se door
aayengi bahaare to tere hi fasane sunayengi hume
aayengi bahaare to tere hi fasane sunayengi hume
hogi tanhaai to aake teri yaadein rulayengi hume
rulayengi hume
tadpayengi hume
kabhi dekhi thi bahar
kabhi humse tha pyar
zara yaad rakhna
jaao kahin se sanam tumhe itni kasam
hume yaad rakhna
ooo teri duniya se door
leja jaane wale duaayein mere dil ki
kisi se kya gila
teri hi khata hai. na meri hi khata hai
jo hona tha hua
jo hona tha hua
hai kisi se kya gila
dekho roye mera yaar
kahe dil ki pukaar
hume yaad rakhna
teri duniya se door
chale hoke majboor
hume yaad rakhna
jaao kahin bhi sanam
tumhe itni kasam
ho teri duniya se door



Writer(s): PREM DHAWAN, CHITRAGUPTA


Mohammed Rafi feat. Lata Mangeshkar - Woh Jab Yaad Aaye - Lata and Mohd. Rafi
Album Woh Jab Yaad Aaye - Lata and Mohd. Rafi
date of release
21-03-2015

1 Mujhe Teri Mohabbat Ka Sahara - From "Aap Aye Bahar Ayee"
2 Tumhari Nazar Kyon Khafa Ho Gayi (From "Do Kaliyan")
3 Ye Dil Tum Bin Lagta Nahin - From "Izzat"
4 Yaad Men Teri Jaag Jaag Ke Hum - From "Mere Mehboob"
5 Woh Jab Yaad Aaye (From "Parasmani")
6 Teri Duniya Se Door - From "Zabak"
7 Rut Hai Milan Ki (From "Mela")
8 Mere Mitwa Mere Meet Re - From "Geet"
9 Tujhe Jeevan Ki Dor Se (From "Asli Naqli")
10 Aaja Ki Intezar Mein (From "Halaku")
11 Bekhudi Mein Sanam (From "Hasina Maan Jayegi")
12 Chala Bhi Aa Aaja Rasiya - From "Man Ki Aankhen"
13 Tasveer Teri Dil Mein (From "Maya")
14 Tere Bin Soone Nain Humare - From "Meri Surat Teri Ankhen"
15 O Raat Ke Musafir - From "Miss Mary"
16 Aawaz Deke Humen Tum Bulao - From "Professor"
17 Dil Todne Wale Tujhe Dil - From "Son of India"
18 Jo Wada Kiya Woh Nibhana Padega (Happy Version) - From "Taj Mahal"




Attention! Feel free to leave feedback.