Muhfaad - Adayein Lyrics

Lyrics Adayein - Muhfaad



Karamat khudaa ki hoo tumm
Kaise karti chalaa ki hoo tumm
1 nazar jo dekhti hoo mujhko too
Ankh kr deti maa ki hoo tumm
Huaa baavla baavla dekh teri ye aadayein
Kya ye mamlaa mamlaa
Mujhe koyi to bataaye
Naa dekhu dayein naa bayein ab saamne tu aay
Pad jataa huu mayi sun fir juban haklaye
Thug life teri pehen kalaa chashmaa
Joint aye ud k fir dekh tuu karishmaa
Badas bahu baan mere ghar ki
Hogi tuj he dekh baby kitnii meri khusu maaa
Aise keher naa dhayaa kro
Saream katl e am naa machaya kaaro
Hoo jaogi moti nhi bat mano meri baby
Taras thodaa sa too khayaa karo
Haye adayein haye adayein
Haye adayein haye guru mare bare
Haye adayein haye adayein
Haye adayein haye adayein
Marna na jaye
Haye adayein haye adayein
Haye adayein haye guru mare bare
Haye adayein haye adayein
Haye adayein haye adayein
Marna na jaye
Marna na jaye
Marna na jaye
Chamke andhere mein jaise tu hai radium
Mere mummy papa rishtedar sub hai ready hum
Bass do hi kapdoo mein le aayenge beti hum
Naa lenge dahej naa cash naa hi paytm
Bhar du main stadium bikti hai ticketein
Jeete maharaj jab bhi hai likhte
Teri tareefon mein kale karu kagaz main
Jinhe fenku kude mein vo bhi baby bikte
1 tu hi real hai pura club farzi
Boliyan tu paa mere sath vaari varsi
Khhatann geya si khat ke le aa glassi
Behas kar dj se chala apni marzi
Teri khidmat mein shots challe raat bhaar
On the rocks saatve main baby aasmaan par
Party ye jaise aaj teri meri shadi hai
Sare hai barati aur ye club hai baratghar
Baithi kyu door hai aa to zara pass tu
5g se kahin zyada baby superfast hu
Jhapka tu palkein le wish teri puri
Jaa simran tuu jeele apni zindagi tathastu
Goli maare dhaayein dhaayein
Adayein haye adayein
Haye adayein haye goli mare dhayein dhayein
Adayein haye adayein
Haye adayein haye maar naa jaye
Adayein haye adayein
Haye adayein haye goli mare dhayein dhayein
Adayein haye adayein
Haye adayein haye marna na jaye!



Writer(s): Gaurav Pal, Kartavya Loria


Muhfaad - Adayein
Album Adayein
date of release
27-04-2020



Attention! Feel free to leave feedback.