Muxaveli - Bhai Bhai Kar Kay (feat. Emilio Myles) Lyrics

Lyrics Bhai Bhai Kar Kay (feat. Emilio Myles) - Muxaveli



Bhai Bhai kar kay
Sir pay mere charhtay
Dhaai ghar chaltay hain kal k yeh larkay
Phatti inki jaibain or baray hain in kay kharchay
Larkiun kay peechay bhaagain
Hain paidaishi karkay
Luchay Tuchay hain
Katya kay kutton ki tarah uchlay hain
Urdu May baat karain
Angrezi kapray pehnain
Par boli say jaltay hain
Qaiday k kitnay pakkay yeh
Baktay hain
Baray bol se Tauba karain
Phir Peechay parhtay hain
Phenkay huye cigarette ki tarah
Girtay parhtay hain
Uthao toh jaltay hain
Khookli baatain kartay hain
Big Boss kay choday
Social media ko reality Tv Samajh kay
Zee horror show ki rooh ki tarah
Fame k liye bhataktay hain
Toron inkay ghutnay main
Githay moun say tatti kartay hain
Charas ki Chass May doobay
Bawal choday
Khud apni iss lutt kay Zariye
Apni kabrain khodain
Khoye hoye Sambha banay
Oopar gabbar ko rakhtay hain
Rap karna hai Phir mic pakray
Maula jutt ki tarah dikhatay jalway
Maulay nu maula na maaray
Dosray kalakaar say Noori Nath Sa sulook kartay hain
Naam jo khud k liye na Kia
Woh aaj khullay May baktay
Hip-Hop kay liye Kia
Par yeh Dus Sir waalay Ravan jaisay
Bhari mehfil may dasheray jaisay jaltay hain
Online aakar chohay ki fitrat waalay
Khud ko sher samajtay hain
Bhai Bhai kar kay
Sir pay mere charhtay
Dhaai ghar chaltay hain kal k yeh larkay
Phatti inki jaibain or baray hain in kay kharchay
Larkiun kay peechay bhaagain
Hain paidaishi karkay
Jalwa inka Artist sa
Jallay inki bina Maachis Kia
Itna ab kon Inko bolay chal janay dia
Hawai fire kartay
Kuss May inn ki fire kia
Sakhawat honi thi Pakistani
Par apnay ko Millay Saray nallay pao Rakhi Sawant yahan
Ayi inki shaamat Kia
Bhaagain aye mere pass yahan
Na Dawood hon may buss wad hai apna Ibrahim sa
D pay mere charhtay
Company aisi nahi apnay ko chalani Kia
Chal jan dey nay bhai
Acha chal chal Jannay dia
Keychway si chaal Araam say chaltay
Khargosh waali chaal Ajj bethay apnay ghar pay
Suna hum nay bhi bohat angrezi kalakaaron ko
Par Ajj bhi Don Dada banata gannay apnay bal pay
Industry ho koi bhi sab mere lun say
Tez rap karna hai
Kakay pehle apna pajama toh oopar karlay
Bhai Bhai kar kay
Sir pay mere charhtay
Dhaai ghar chaltay hain kal k yeh larkay
Phatti inki jaibain or baray hain in kay kharchay
Larkiun kay peechay bhaagain
Hain paidaishi karkay



Writer(s): Muzamil Zaman


Muxaveli - The Flyting Beowulf
Album The Flyting Beowulf
date of release
10-12-2023




Attention! Feel free to leave feedback.