Sadhana Sargam - Yashomati Maiya Se Lyrics

Lyrics Yashomati Maiya Se - Sadhana Sargam



Yashomati maiya se bole nandlala
Yashomati maiya se bole Nandlala
Radha kyon gori
Yashomati maiya se bole Nandlala
Radha kyon gori main kyon kala
Radha kyon gori main kyon kala
Boli muskaati maiya lalan ko bataya
Boli muskaati maiya lalan ko bataya
Kaari andhiyari aadhi raat mein tu aaya
Ladla Kanhiya mera ho
Ladla Kanhiya mera kali kamli wala
Isiliye kala
Yashomati maiya se bole Nandlala
Radha kyon gori main kyon kala
Radha kyon gori main kyon kala
Boli muskaati maiya sun mere pyare
Boli muskaati maiya sun mere pyare
Gori gori Radhika ke nain kajraare
Kaale nainon waali ne ho
Kaale nainon waali ne aisa jaadu dala
Isiliye kala
Yashomati maiya se bole nandlala
Radha kyon gori main kyon kala
Radha kyon gori main kyon kala



Writer(s): rajiv kumar


Sadhana Sargam - Jago Mohan Pyare, Vol. 1
Album Jago Mohan Pyare, Vol. 1
date of release
17-06-2016




Attention! Feel free to leave feedback.