Scienz of Life - U Changed (feat. Mother Ninti & Ugeorge) Lyrics

Lyrics U Changed (feat. Mother Ninti & Ugeorge) - Scienz of Life



Hua hai aaj pehli baar
Jo aise muskuraya hoon
Tumhe dekha toh jaana ye
Ke kyun duniya mein aaya hoon
Ye jaan lekar ke jaa meri
Tumhe jeene main aaya hoon
Main tumse ishq karne ki
Ijaazat Rab se laaya hoon
Zameen se aasmaan tak hum
Dhoondh aaye jahaan saara
Banaa paaya nahi ab tak
Khuda tumse koi pyaara
Baaton mein teri hain badmashiyan
Sab bewajah ki hain taarifiyaan
Main likh doon aasmaan par ye
Ke padh lega jahaan saara
Huaa na hoga ab koi
Yahan hum do sa dobara
Main duniya bhar ki taarifein
Tere sajde mein laaya hoon
Main tumse ishq karne ki
Ijaazat Rab se laaya hoon
(Rab se laaya hoon. Rab se laaya hoon.)
Tu hai jo rubaru mere
Bada mehfooz rehta hoon
Tere milne ka shukrana
Khuda se roz karta hoon
Humko pata hai yeh nadaniyaan hain
Aawara dil ki hai aawariyan
Yeh dil pagal bana baitha
Isey ab tu hi samjha de
Dikhe tujhme meri duniya
Meri duniya tu banja re
Hoon khushkismat jo kismat se
Tumhe aise main paaya hoon
Main tumse ishq karne ki
Ijaazat Rab se laaya hoon Mere to saare savere
Baahon mein teri tehre
Meri to saari shaamein
Tere sath dhal rahi hai
Thoda sa bhi shakk na karna
Tumse mera jeena marna
Tum chal rahe ho to saansein
Meri sath chal rahi hain
Oh humsafar, oh humnava
Beshart main tera hua x (2)
Pass aao main tumhein
Dekh loon kareebse
Aankhon ko yeh raahatein
Milti hain naseeb se x (2)
Baajuon mein tum mujhe
Betahasha ghere ho
Kal ki fikra hai kisko
Tum abhi to mere ho
Main sirf tera rahoonga
Tujhse hai vaada yeh mera
Tu maang le muskura ke
Yeh pyar hak hai tera
Oh humsafar, oh humnava
Beshart main tera hua x (2)
Aaja zindagi tujhse
Aadhi aadhi baant loon
Meri subah tu jee le
Teri shaam main kaat loon x (2)
Aur kuchh khuda na de
To bhi usko maafi hai
Pyar tera mil gaya
Sirf itna kaafi hai
Chaahe jahan se chalun main
Tujhpe hi aake rukun main
Ab dil mein rakh na sakoonga
Koyi doosra chunun main
Oh humsafar, oh humnava
Beshart main tera hua Paas aaye.
Dooriyaan phir bhi kam naa hui
Ek adhuri si hamari kahani rahi
Aasmaan ko zameen, ye zaroori nahi
Jaa mile. jaa mile.
Ishq saccha wahi
Jisko milti nahi manzilein. manzilein.
Rang thhe, noor tha
Jab kareeb tu tha
Ek jannat sa tha, yeh jahaan
Waqt ki ret pe kuch mere naam sa
Likh ke chhod gaya tu kahaan
Hamari adhuri kahani.
Hamari adhuri kahani.
Khushbuon se teri yunhi takra gaye
Chalte chalte dekho na hum kahaan aa gaye
Jannatein agar yahin
Tu dikhe kyon nahin
Chaand suraj sabhi hai yahaan
Intezar tera sadiyon se kar raha
Pyaasi baithi hai kab se yahaan
Humari adhoori kahaani
Humari adhoori kahaani.
Pyaas ka ye safar khatam ho jayega
Kuch adhura sa jo tha poora ho jayega
Jhuk gaya aasmaan
Mill gaye do jahaan
Har taraf hai milan ka samaa
Doliya hain saji, khushbuein har kahin
Padhne aaya Khuda khud yahaan.
Hamari adhuri kahani
Hamari adhuri kahani Itni mohabbat karo na
Main doob na jaun kahi
Vaapas kinare pe aana
Main bhool na jaun kahi
Dekha jabse chehra tera
Main toh hafton se soya nahi
Bol do na zara
Dil mein jo hai chipa
Main kisi se kahunga nahi
Main kisi se kahunga nahi
Mujhe neend aati nahi hai akele
Khwabon mein aaya karo
Nahi chal sakunga tumhare bina main
Mera tum sahaara bano
Ik tumhein chahne ke alaawa
Aur kuch humse hoga nahi
Bol do na zara
Dil mein jo hai chipa
Main kisi se kahunga nahi
Main kisi se kahunga nahi
Humari kami tumko mehsoos hogi
Bheega dengi jab baarishe
Main bhar karke laya hoon
Ankhon mein apni
Adhoori si kuch khwahishe
Rooh se chaahne wale aashiq
Baatein jismo ki karte nahi
Bol do na zara
Dil mein jo hai chipa
Main kisi se kahunga nahi
Bol do na zara
Dil mein jo hai chipa
Main kisi se kahunga nahi
Main kisi se kahunga nahi Khuda bhi jab tumhe mere paas dekhta hoga
Khuda bhi jab tumhe mere paas dekhta hoga
Itni anmol cheez de di kaise, sochta hoga!
Tu be-misaal hai, teri kya misaal doon
Aasmaan se aayi hai, yehi keh ke taal doon
Phir bhi koi jo pooche, kya hai tu kaisi hai
Hathon me rang leke, hawaa me uchaal doon
(Hawaa mein uchhal doon.)
Khuda bhi jab tumhe mere paas dekhta hoga
Itni anmol cheez de di kaise, sochta hoga!
Jo bhi zameen tere paaon tale aaye
Kadmon se chooke woh aasmaan ho jaaye
Tere aage pheeke pheeke saare shringar hai
Main toh kya farishte bhi tujhpe nissar hain
Garmi ki shaam hai tu, jaadon ki dhoop hai
Jitne bhi mausam hain, tere karzdaar hain
(Tere karzdaar hain.)
Khuda bhi jab tere andaaz dekhta hoga
Itni anmol cheej de di kaise, sochta hoga!
Chehra hai ya jaadu, roop hai ya khwab hai
Aankhein hain ya afsaana, jism ya kitaab hai
Aaja tujhe main padh loon, dil mein utaar loon
Hothon se dekhun tujhe, aankhon se pukar loon
Khwahishein ye kehti hain, kehti rehti hain
Leke tujhe baahon mein shaamein guzaar loon
(Shaamein guzaar loon.)
Khuda bhi ab tujhe din raat dhoondta hoga
Itni anmol cheej de di kaise, sochta hoga! Acha chalta hoon
Duaaon mein yaad rakhna
Mere zikr ka zubaan pe swaad rakhna
Dil ke sandookon mein
Mere ache kaam rakhna
Chitthi taaron mein bhi
Mera tu salaam rakhna
Andhera tera maine le liya
Mera ujla sitaara tere naam kiya
Channa mereya mereya
Channa mereya mereya
Channa mereya mereya beliya
O piya.
Mm. mehfil me teri hum naa rahe jo
Gham toh nahi hai, gham toh nahi hai
Qisse humare nazdeekiyon ke
Kam to nahi hai, kam to nahi hai
Kitni dafaa subah ko meri
Tere aangan mein baithe maine shaam kiya
Channa mereya mereya
Channa mereya mereya
Channa mereya mereya beliya
O piya.
Tere rukh se apna raasta mod ke chala
Chandan hoon main
Apni khushboo chodke chala
Mann ki maya rakhke tere takiye tale
Bairagi, bairagi ka sooti chaula
Odh ke chala
(Channa mereya mereya
Channa mereya mereya
Channa mereya mereya)
O Piya.
Sachi mohabbat shayad wohi hai
Jisme junoon hai, jisme junoon hai
Par do dilon ki yaari mein bhi to
Kitna sukoon hai, kitna sukoon hai
Deke mujhe teri judaai
Mere Rabb ne mujhe paigham diya
Channa mereya mereya
Channa mereya mereya beliya Mile ho tum humko
Bade naseebon se
Churaya hai maine
Kismat ki lakeeron se
Teri mohabbat se saanse mili hai
Sada rehna dil mein kareeb hoke
Mile ho tum humko
Bade naseebon se
Churaya hai maine
Kismat ki lakeeron se
Teri chahaton mein kitna tadpe hain
Sawan bhi kitne tujh bin barse hain
Zindagi mein meri sari jo bhi kami thi
Tere aa jaane se ab nahi rahi
Sada hi rehna tum
Mere kareeb ho ke
Churaya hai maine
Kismat ki lakeeron se
Baahon mein teri ab yaara jannat hai
Maangi khuda se tu wo mannat hai
Teri wafa ka sahara mila hai
Teri hi wajah se ab main zinda hoon
Teri mohabbat se zara ameer hoke
Churaya hai maine kismat ki lakeero se
Mile ho tum humko
Bade naseebon se
Churaya hai maine
Kismat ki lakeeron se
Teri mohabbat se saanse mili hai
Sada rehna dil mein kareeb hoke Tujhko... main rakh loon wahaan
Jahaan pe kahin
Hai mera yaqeen
Main jo... tera naa huaa
Kisi ka nahin...
Kisi ka nahin.
Le jaayein jaane kahaan
Hawayein, hawayein...
Le jaayein tujhe kahaan
Hawayein, hawayein...
Begaani hai yeh baaghi
Hawayein, hawayein
Le jaaye mujhe kahan
Hawayein, hawayein
Le jaayein jaane kahaan, na mujhko khabar
Na tujhko pataa...
O...
Banaati hai jo tu...
Woh yaadein jaane sang mere kab tak chale
Inhi mein to meri...
Subah bhi dhalein
Shamein dhalein
Mausam dhalein
Khayalon ka shehar...
Tu jaane tere hone se hi aabaad hai
Hawayein haq mein...
Wohi hai aate jaate jo tera naam le
Deti hain jo sadayein
Hawayein, hawayein
Na jaane kya batayein
Hawayein, hawayein
Le jaaye tujhe kahaan
Hawayein, hawayein
Le jaaye mujhe kahaan
Hawayein, hawayein
Le jaayein jaane kahaan, na mujhko khabar
Naa tujhko pataa...
O...
Chehra. kyun milta tera
Yun khwabon se mere
Ye kya raaz hai?
Kal bhi. meri na thi tu
Naa hogi tu Kal
Meri aaj hai Ghar se nikalte hi
Kuchh door chalte hi
Raste mein hai uska ghar
Pehli dafaa maine
Jab usko dekha to
Saansein gayi yeh thehar
Rehti hai dil mein mere
Kaise bataun usse
Main to nahikehsaka
Koyi bata de usse
Ghar se nikalte hi
Kuchh door chalte hi
Raste mein hai uska ghar
Uski gali mein hai dhali
Kitni hi shaamein meri
Dekhe kabhi woh jo mujhe
Khushbu mehakne lagi
Maine tareeke sau aazmaye
Jaake usse na kuchh bol paye
Baithe rahe hum raat bhar
Jo paas jaata hoon
Sab bhool jaata hoon
Milti hai jab yeh nazar
Ghar se nikalte hi
Kuchh door chalte hi
Raste mein hai uska ghar
Kal jo mile woh raahon main
To main usse rok loon
Uske dil mein kya hai chhipa
Ik baar main poochh loon
Par ab wahan woh rehti nahi hai
Maine suna hai woh jaa chuki hai
Khaali pada hai yeh shehar
Main phir bhi jaata hoon
Sab dohrata hoon
Shayad mile kuchh khabar
Ghar se nikalte hi
Kuchh door chalte hi
Raste mein hai uska ghar Aahatein kaisi yeh aahatein
Sunta hoon aaj kal aye dil bata
Dastakein dete hain dastakein
Kyun ajnabi se pal aye dil bata
Kuch toh hai jo neend aaye kam
Kuch toh hai jo aankhe hai nam
Kuch toh hai jo tu keh de toh
Haste haste marr jaaye hum
Mujhse zyada mere jaisa
Koi hai toh hai tu
Phir na jaane dil mera kyun
Tujhko na de sakun.
Kuch toh hai jo dil ghabraaye
Kuch toh hai jo saans na aaye
Kuch toh hai jo hum honthon se
Kehte kehte keh naa paaye
Jo humaare darmiyaan hai
Isko hum kya kahein
Ishq kya hai ik lehar hai
Aao iss mein bahein
Kuch toh hai jo hum hain khoye
Kuch toh hai jo tum na soye
Kuch toh hai jo hum dono yun
Haste haste itna roye Chahe main rahoon jahan mein
Chahe tu na rahe
Tere mere pyar ki umar salamat rahe
Chahe yeh zameen, yeh aasmaan
Rahe na rahe
Tere mere pyar ki umar salamat rahe
O... mmm...
Darr hai tujhe main kho na doon
Mile jo Khuda toh bol doon
Main do jahan ka kya karoon
Tu bata... o.
Tu jo mere paas hai
Mujhko na koi pyaas hai
Meri muqammal ho gayi har duaa.
Chahe mere jism mein
Yeh jaan rahe na rahe
Tere mere pyar ki umar salamat rahe
Thhe tukdo mein jee rahe
Tum jo mile toh jud gaye
Pankh laga ke udd chala mann mera o.
Tujhme main hoon, mujhme tu
Aur hai saansein roobaroo
Kuch bhi nahi ab dono ke darmiyaan
Chahe uss chand mein
Chamak rahe na rahe
Tere mere pyar ki umar salamat rahe
Chahe main rahoon jahan mein
Chahe tu na rahe
Tere mere pyar ki umar salamat rahe Wikipedia pe check karle
Google tu search karle
Baby zara look around karle
Nahiyo milega aisa yaar soniye
Ek number, ek number
Ek number, ek number
Ek number, ek number
There's magic in your eyes
You turn my world around
Love is in your arms
You turn my world around
You look at me and go oh oh oh.
Don't you ever leave and go oh.
Wikipedia pe check karle
Google tu search karle
Baby zara look around karle
Nahiyo milega aisa yaar soniye
Ek number, ek number (ha.)
Ek number, ek number (ha.)
Ek number, ek number
Tere bina mujhe chain nahi re
Tere bina din rain nahi re
You stolen my heart away
Shubrubabru, shubrubabru
When I see you baby.
Wikipedia pe check karle
Google tu search karle
Baby zara look around karle
Nahiyo milega aisa yaar soniye
Ek number, ek number.
Koi nahi samjha
Yeh rishta jaaniye
Hai poora hokar bhi
Yeh adhoora heeriye
Tere bina mujhe chain nahi re
Tere bina din rain nahi re
You stolen my heart away
Shubrubabru, shubrubabru
When I see you baby.
Wikipedia pe check karle
Google tu search karle
Baby zara look around karle
Nahiyo milega aisa yaar soniye
Ek number, ek number
Ek number, ek number
Ek number, ek number
You and I my man
I'm on the top my man
Hold me tight my man
We are inseparable
Rabb ton sache dil ton
Tenu mangeya soniye
Ab ton duniyan ton
Door le jaa soniye
Tere bina mujhe chain nahi re
Tere bina din rain nahi re
You stolen my heart away
Shubrubabru, shubrubabru
When I see you baby.
Wikipedia pe check karle
Google tu search karle
Baby zara look around karle
Nahiyo milega aisa yaar soniye Main Teri Diwanagi Mein,
Hadh Se Guzar Chuka Hoon,
Kya Bataun Kis Kadar Main,
Tujhpe Mar Chuka Hoon,
Meri! Meri! Meri!
Oh... Oh.
Aashiqui Mein Teri,
Jayegi Jaan Meri,
Aashiqui Mein Teri,
Jaayegi Jaan Meri,
Oh! Aa! Aa! Aashiqui Mein Teri,
Ja! Ja! Jayegi Jaan Meri,
Aa! Aa! Aashiqui Mein Teri,
Jaa! Jaa! Jaayegi Jaan Meri,
Aa! Aa! Aashiqui Mein Teri,
Ja! Ja! Jayegi Jaan Meri,
Aa! Aa! Aashiqui Mein Teri,
Jaa! Jaa! Jaayegi Jaan Meri,
De-De Dil Aashiqui Mein,
Hai Kasam Hai Meri,
Aa-Aa! Aa! Aa! Aa!...hhhaaaa
Aa-Aa! Aashiqui Mein Teri,
Ja! Ja! Jayegi Jaan Meri,
Aa! Aa! Aashiqui Mein Teri,
Ja! Ja! Jayegi Jaan Meri,
Tu Meri Jannat Hai,
Tuhi Meri Chahat Hai,
Tu Meri Bechaini,
Tuhi Meri Raahat Hai,
Tuhi Manzil Meri,
Aa-Aa! Aashiqui! Meri! Oh!
Tera Naam! Tera Naam!
Tera Naam! Tera Naam! Tera Naam
Le Rahi Raat Din,
Tera Naam! Tera Naam! Tera Naam!
Ulfat Mein Doobe Hain,
Kya-Kya Mansoobein Hain,
Hum Tere Aashiq Hain,
Bas Yaad Yahi Ab Rakhna Tu,
Aarzu Hai Aawara,
Begunaah Hain Yaara,
Saath Tum Humara,
Bas Ab Humpe Hi Marna Tu,
Aashiqui Mein Teri,
Jayegi Jaan Meri,
Aashiqui Mein Teri,
Jaayegi Jaan Meri,
Aa! Aa! Aashiqui Mein Teri,
Ja! Ja! Jayegi Jaan Meri,
Aa! Aa! Aashiqui Mein Teri,
Ja! Ja! Jayegi Jaan Meri,
Aa! Aa! Aashiqui Mein Teri,
Jaa! Jaa! Jaayegi Jaan Meri,
Aa! Aa! Aashiqui Mein Teri,
Jaa! Jaa! Jaayegi Jaan Meri,
De-De Dil Aashiqui Mein,
Hai Kasam Hai Meri,
Aa-Aa! Aa!...
Aah... Meri! Meri!
Oh-Oh! Tune Mera!
Dil Le Liya!
Dil Le Liya!
Oh-Oh!
Tune Mera!
Dil Le Liya! Ankhia Meri Puch Rahi Hein
Dilko Mere Chain Nahi Hein
Kithhe Ladai'aa ve
Tu Ankhia Kithe Ladai aa Ve
Kaise Tujhko mein Batau
Raahe Teri Takdi Jaau
Neenda Churai'aa ve
Tu Meria Neenda Churai'aa ve
Dhadkan Ye Kehti hein
Dil Tere Bina Dhadke Na
Ik Tu Hi Yaar Mera
Mujhko Kya Dunia se Lena
Dhadkan Ye Kehti hein
Dil Tere Bina Dhadke Na
Ik Tu Hi Yaar Mera
Mujhko Kya Dunia se Lenaa
Tujhmein Raat Meri Tujh Mein Din Mere
Lamha Ik Jeu Naa Mein toh Bin Tere
Tujhmein Raat Meri Tujh Mein Din Mere
Lamha Ik Jeu Naa Mein toh Bin Tere
Hein Tere Saath Safar
Jaana Mujhe Hein Kidhar
Ke Beet Jaye Tujhmein Ye Umar
Ik Pal ki bhi Ab toh Doori na Mujhko Dena
Ik Tu He Yaar Mera Mujhko Kya Dunia se Lenaa
Ik Tu He Yaar Mera Mujhko Kya Dunia se Lenaa
Hissa Hein Tu Ab Toh Mere Dil k Jazbaato ka
Tu Lafaz Hein, Thehra Hua Bus Meri Baato ka
Hissa Hein Tu Ab Toh Mere Dil k Jazbaato ka
Tu Lafaz Hein, Thehra Hua Bus Meri Baato ka
Ankhe ye Kehti hein Tu Samne Mere Rehna
Ik Tu Hi Yaar Mera Mujhko Kya Dunia se Lenaa
Ik Tu Hi Yaar Mera Mujhko Kya Dunia se Lenaa Tu jo rootha toh kaun
Hansega Tu jo chhoota toh kaun rahega Tu chup hai toh yeh darr lagta
Hai Apna mujhko ko ab kaun kahega Tu hi wajah hellip;
Tere bina bewajah bekar hoon main Tera yaar hoon main Tera yaar hoon
Main Aaja ladein phir khilono ke liye Tu jeete main haar jaaun Aaja
Karein phir wohi shararatein Tu bhaage main maar khaaun Meethi si woh
Gaali teri Sun rsquo;
Ne ko taiyaar hoon main Tera yaar hoon main Tera yaar hoon main Tera
Yaar hoon hellip; Sajna de rang rangaaiyan ve Sagna diyan sehnaiyan
Ve Dhol wajange yaar nachange Lakh lakh deo badhaiyan ve Khusiyan
Lsquo;ch nachda main phiraan Hanjuan ton bachda main phiraan hellip;
O jaate nahi kahin rishte puraane Kisi naye ke aa jaane se Jaata hoon
Main toh mujhe tu jaane de Kyun pareshan hai mere jaane se hellip;
Toota hai toh juda hai kyun Meri taraf tu muda hai kyun Haq nahi tu
Yeh kahe ki yaar ab hum na rahe Ek teri yaari ka hi Saaton janam
Haqdaar hoon main Tera yaar hoon main hellip;
Tera yaar hoon main hellip;
Tera yaar hoon main Ek ho gaye hum aur tum
Humma humma humma
Toh udd gayi neende re
Hey humma
Ek hogaye hum aur tum
Toh udd gayi neende re
Aur khanki payal masti mein
Toh kangan
Yaayiye!
Ye pehli baar mile
Tum pe ye dum nikle
Tum pe ye jawani dheere dheere
Madham machle
Humma humma
Humma humma humma
Heyhumma humma
Humma hamma hamma
Badshah Rap:
Mujhe dar iss baat ka hai bas
Ke kahi na ye raat nikal jaye
Mere itne bhi paas tu aa mat
Kahi mere haathon se na baat nikal jaye
Bolunga sach mein jo de tu ijazat
Sabar bhi ab karne laga bagawat
Zulfein hai zaalim aur aankhe hai aafat
Lagta hai hone wali hai qayamat
Mat tadpa aise tu
Na kar na-insaafi
Jo galti karne wala hun main uske liye
Pehle se hi maangta hun maafi
Khili chandni jaisa ye badan
Janam mila tumko
Mann mein socha tha jaisa roop tera
Aaya nazar humko
Sitam khuli khuli
Ye sanam gori gori
Ye baahein karti hai yoon
Hamein tumne jab gale lagaya
Toh kho hi gaye hum
Humma humma
Humma humma humma
Hey humma humma
Humma hamma hamma
Ek ho gaye hum aur tum
Humma humma humma
Toh udd gayi neende re
Hey humma



Writer(s): George Moolenaar, John Robinson, Michael Robinson, Teresa Robinson


Scienz of Life - The Rhyme Related Sessions
Album The Rhyme Related Sessions
date of release
22-05-2020




Attention! Feel free to leave feedback.