Alka Yagnik feat. Udit Narayan - Sadiyan Saal Lyrics

Lyrics Sadiyan Saal - Alka Yagnik feat. Udit Narayan



Oh sadiya saal mahine din
Oh sadiya saal mahine din
Are prem pariksa badi kathin
Kaise jiye haye kaise jiye haye
Tere bin tere bin
Tak din tak din tak din
Tak din tak din tak din
Sadiya saal mahine din
Prem pariksa badi kathin
Kaise jiye haye kaise jiye haye
Tere bin tere bin
Tak din tak din tak din
Tak din tak din tak din
Todh diye dastur jaha ke
Humne pyar ki rasmo se
Todh diye dastur jaha ke
Humne pyar ki rasmo se
Ek tujhe to bandh liya hai
Humne to dil ki kasamo se
Dur hai phir bhi hum lekin
Tak din tak din tak din tak din
Ye mausam bhulo ka mausam
Ho na jaye bhul koi
Apne dil me chub na jaye
Kanta bankar phool koi
Ye mausam bhulo ka mausam
Ho na jaye bhul koi
Apne dil me chub na jaye
Kanta bankar phool koi
Mai nadaan tu kamsu
Tak din tak din tak din
Sath samandhar par karenege
O sath samandhar par karenege
Ji na sake to dub marenge
Ji na sake to dub marenge
Ho oh o o
Pyar karenge hum lekin
Tak din tak din tak din
Tak din tak din tak din
Sadiya saal mahine din
Sadiya saal mahine din
Prem pariksa badi kathin
Kaise jiye haye kaise jiye haye
Tere bin tere bin
Tak din tak din tak din tak din
Tak din tak din tak din tak din
Sadiya saal mahine din
Sadiya saal mahine din
Sadiya saal mahine din
Tak din tak din tak din
Tak din tak din tak din
Tak din tak din tak din
Tak din tak din tak din.



Writer(s): Laxmikant, Pyarelal


Alka Yagnik feat. Udit Narayan - Trimurti (Original Motion Picture Soundtrack)
Album Trimurti (Original Motion Picture Soundtrack)
date of release
30-09-1995



Attention! Feel free to leave feedback.