Neeti Mohan - Ka Kha Gha paroles de chanson

paroles de chanson Ka Kha Gha - Neeti Mohan



Aye tumse mili to pyar ka seekha hai ka kha ga gha
Aye samjhao na kyun pya ka ulta hai ka kha ga gha
Kyun jo dard de, tadpaye bhi lagta hai pyara woh hi
Kyun toote yeh dil, dehlaaye dil kabhi
Tairne ki jo koshishein kare kaahe doob jaata hai
Sab bhula ke jo doob jaaye kyun woh tair paata hai
Woo jo har khel mein jeeta yahan dilbar se hara wohi
Kyun toote yeh dil, dehlaaye dil kabhi
Aye tumse mili to pyar ka seekha hai ka kha ga gha
Aye samjhao na kyun pya ka ulta hai ka kha ga gha
Hey tarap tara pa, hey tarap tara pa hey
Dhat teri!
Iski hai saza kubool ho jise
Yahan wohi wohi bari hua hai
Ispe jo mukadmaa kare aji wohi wohi mara hai
Batao kyun is jaal se
Bhaaga hai jo dobara lauta woh bhi
Kyun toote yeh dil, dehlaaye dil kabhi
Aye tumse mili to pyar ka seekha hai ka kha ga gha
Aye samjhao na kyun pya ka ulta hai ka kha ga gha



Writer(s): Amitabh Bhattacharya, Amit Trivedi


Neeti Mohan - Bombay Velvet (Original Motion Picture Soundtrack)



Attention! N'hésitez pas à laisser des commentaires.