Anupama Deshpande - Karam Mere Khwaja paroles de chanson

paroles de chanson Karam Mere Khwaja - Anupama Deshpande



Bahut pyaar karte hain tumko sanam
Bahut pyaar karte hain tumko sanam
Kasam chaahe le lo
Kasam chaahe le lo
Khudaa kii kasam
Bahut pyaar karte hain tumko sanam
Bahut pyaar karte hain tumko sanam
Humaarii gazal hai tassavur tumhaaraa
Humaarii gazal hai tassavur tumhaaraa
Tumhaare binaa ab naa jeenaa gawaaraa
Tumhe yun hii chaahenge
Tumhe yun hii chaahenge
Jab tak hai damm
Bahut pyaar karte hain tumko sanam
Bahut pyaar karte hain tumko sanam
Saagar ki baahon mein maujen hain jitnii
Saagar ki baahon mein maujen hain jitnii
Humko bhii tumse mohabbat hai utnii
Ke ye beqaraarii
Ke ye beqaraarii naa
Ab hogii kumm
Bahut pyaar karte hain tumko sanam
Bahut pyaar karte hain tumko sanam
Kasam chaahe le lo
Kasam chaahe le lo
Khudaa kii kasam



Writer(s): ASEER UMMEEDI, MOHDSHAFI NIYAZI


Anupama Deshpande - Karam Mere Khwaja (Urdu Devotional )
Album Karam Mere Khwaja (Urdu Devotional )
date de sortie
23-10-1993




Attention! N'hésitez pas à laisser des commentaires.