Farida Khanum - Yun Saja Chand paroles de chanson

paroles de chanson Yun Saja Chand - Farida Khanum



Yun Saja Chand Yun Saja Chand Ki Chhalka Tere Andaaz
Ka Rang Yun Faza Mehki Ki Badla Mere Humraaz Ka Rang
Yun Saja Chand Ki Chhalka Tere Andaaz Ka Rang Yun Faza Mehki Ki Badla
Mere Humraaz Ka Rang Yun Saja
Chand Ki Chhalka Tere Andaaz Ka Rang ...
Saaya-e-Chashm Main Hairaan Rukh-e- Roshan Ka Jamaal Saaya-e-Chashm
Main Hairaan Rukh-e- Roshan Ka Jamaal Surkh-e-Lab Main Pareshaan Teri
Awaaz Ka Rang Yun Faza Mehki Ki Badla Mere Humraaz Ka
Rang Yun Saja Chand Ki Chhalka Tere Andaaz Ka Rang ...
Be Piye Ho Ke Agar Lutf Karo Aakhir-e-Shab Be Piye Ho Ke Agar Lutf
Karo Aakhir-e-Shab Sheesha-o-Mai Main Dhale Subha Ke Aagaaz Ka Rang
Yun Faza Mehki Ki Badla Mere Humraaz Ka Rang
Yun Saja Chand Ki Chhalka Tere Andaaz Ka Rang ...
Chang-o- Ne Rang Pe The Apne Lahoo Ke Dum Se Chang-o-Ne Rang Pe The
Apne Lahoo Ke Dum Se Dil Ne Lay Badli Tou Madham Huwa Har Saaz Ka
Rang Yun Faza Mehki Ki Badla Mere Humraaz Ka Rang Yun Saja Chand Ki
Chhalka Tere Andaaz Ka Rang Yun Faza Mehki Ki Badla Mere
Humraaz Ka Rang Yun Saja Chand Ki Chhalka Tere Andaaz Ka Rang



Writer(s): Farida Khanum, Faiz Ahmed Faiz


Farida Khanum - Farida Khanum: Meri Pasand Vol 1
Album Farida Khanum: Meri Pasand Vol 1
date de sortie
09-04-1993




Attention! N'hésitez pas à laisser des commentaires.