Mehdi Hassan - Ye Dhuaan Kahan Se Uthta Hai paroles de chanson

paroles de chanson Ye Dhuaan Kahan Se Uthta Hai - Mehdi Hassan



Dekh to dil ke jaan se uthta hai
Yeh dhuan sa kahaan se uthta hai
Dekh to dil ke jaan se uthta hai
Yeh dhuan sa kahaan se uthta hai
Gor kis dil jale ki hai yeh falak
Shola eik sub-ha yaan se uthta hai
Yeh dhuan sa kahaan se uthta hai
Baithne kaun de hain phir usko
Jo tere aastaan se uthta hai
Yeh dhuan sa kahaan se uthta hai
Yun uthe aah us gali se hum
Yun uthe aaha us gali se hum
Jaisay koi jahaan se uthta hai
Yeh dhuan sa kahaan se uthta hai
Dekh to dil ke jaan se uthta hai
Yeh dhuan sa kahaan se uthta hai
Ishq eik meer bhari patthar hai
Kab ye tujh naatwan se uthta hai
Dekh to dil ke jaan se uthta hai
Yeh dhuan sa kahaan se uthta hai




Mehdi Hassan - Choose Me or Lose Me
Album Choose Me or Lose Me
date de sortie
15-01-2014




Attention! N'hésitez pas à laisser des commentaires.