R.D. Burman - Kahin Na Ja paroles de chanson

paroles de chanson Kahin Na Ja - R.D. Burman



(F) Kahin na ja
Aaj kahin mat ja
Phir mile na mile
Yeh pal yeh sama
Baahon mein aaja
Kahin na ja aaj kahin mat ja
Phir mile na mile
Yeh pal yeh sama
Baahon mein aaja
Ye jo bas mein kadam nahin tere
Main sambhaloongi tu aa sang mere
Tere dil ki manzil hai yahaan
Ho. Yeh jo bas mein kadam nahin tere
Main sambhaloongi tu aa sang mere
Tere dil ki manzil hai yahaan
(M) Jaan-e-wafaa sach hai kisko pataa
Phir mile na mile Yeh pal yeh sama
Baahon mein aaja
(M) Meri raahon ka diya teri aankhein
Mere gham ki dawa teri baatein
To phir aur jaana hai kahaan
(F) Aa aa aa aa
(M) Meri raahon ka diya teri aankhein
Mere gham ki dawa teri baatein
To phir aur jaana hai kahaan
Kahin na ja aaj kahin mat ja
Phir mile na mile
Yeh pal yeh sama
Baahon mein aaja
(F) Uljhan teri main sab jaanoon
Tujhe teri tarah pehchanoon
Jo main hoon to gham kya jaan-e-jaan
(M) Ho. Jab dil hua jab tera deewana
Thokar mein hai sara zamana
Mera kya karega yeh jahaan
Jaan-e-wafaa sach hai kisko pataa
Phir mile na mile
Yeh pal yeh samaa
Baahon mein aaja
(F) Kahin na ja aaj kahin mat ja
Phir mile na mile
Yeh pal yeh samaa
Baahon mein aaja
(M) Baahon mein aaja
(Both) Baahon mein aaja



Writer(s): SULTANPURI MAJROOH, MAJROOH SULTANPURI, RAHUL DEV BURMAN


R.D. Burman - Moments In Melody
Album Moments In Melody
date de sortie
20-11-2018




Attention! N'hésitez pas à laisser des commentaires.