Anand Raj Anand - Beimani Ke Dhande Mein текст песни

Текст песни Beimani Ke Dhande Mein - Anand Raj Anand



Aise Hain Mere Ram - 2
Vinay bhara hriday Karen sada jise pranam
Aise Hain Mere Ram - 2
Hriday kamal, nayan kamal
Sumukh kamal, charan kamal
Kamal ke kunj, tej kunj chhavi lalit lalaam
Aise Hain Mere Ram Shri Ram - 2
Ram sa putra na ram sa bhrata
Ram sa pati nahi na ram sa trata
Ram sa mitra na ram sa data
Sabse nibhaye sabka nata
Swabhaw se udaar shant, sab guno ke khan
Aise Hain Mere Ram Shri Ram - 2
Sare jag ke pran hai ram
Rishi muniyo ka dhyan hai ram
Gandhrwo ka gyan hai ram
Maryada ka bhan hai ram
Patito ka utthan hai ram
Dhanudhari dhanwan hai ram
Nishchit hi vidwan hai ram
Sabako lage bhagwan hai ram
Janam maran se mukti ho japo jo ram nam
Aise Hain Mere Ram - 2
Vinay bhara hriday Karen sada jise pranam
Aise Hain Mere Ram - 2



Авторы: Anand Raaj Anand, Dev Kohli


Anand Raj Anand - Woh (Original Motion Picture Soundtrack)
Альбом Woh (Original Motion Picture Soundtrack)
дата релиза
05-03-2013




Внимание! Не стесняйтесь оставлять отзывы.