Asha Bhosle feat. Aditya Narayan & Aamir Khan - Rangeela Re (From "Rangeela") текст песни

Текст песни Rangeela Re (From "Rangeela") - Asha Bhosle , Aditya Narayan , Aamir Khan



Yaai re yaai re zor laga ke naache re
Yaai re yaai re mil ke dhoom machaayein re
Chal mere sang sang, le le duniya ke rang
Ho ja rangeela re, rang rang rangeela re
Yaai re yaai re zor laga ke naache re
Yaai re yaai re mil ke dhoom machaayein re
Chal mere sang sang, le le duniya ke rang
Ho ja rangeela re, rang rang rangeela re
Itne cheharon mein
Apne chehre ki pehchan to ho, pehchan to ho
Bade bade naamon mein
Apna bhi naam-o-nishaan to ho, pehchan to ho
Jeene mein phir to kya baat ho
Din naya aur nayi raat ho
Har ghadi bas kushi saath ho
Yaai re yaai re zor laga ke naache re
Yaai re yaai re mil ke dhoom machaayein re
Chal mere sang sang, le le duniya ke rang
Ho ja rangeela re
Rang rang rangeela re
Arre. yaaron mere paas to aao
Meri mushkil door bhagaao
Cadbury bole main meetha hoon
Amul bole main meetha hoon
Horlicks bole main achchha hoon
Complan bole main achchha hoon
Kya sabne socha main bachcha hoon
Choclate khaane mein tension hai
Doodh peene mein tension hai
Tension, tension, tension
Laanat hai ji us par
Duniya mein hi rehkar
Duniya mein jo jeene ke
Andaaz ko na jaane
Maathe ya haathon pe
Chaand ya taaron mein
Kismat ko dhoondhe
Par khud mein kya hai yeh na jaane
Khud pe hi humko yakeen ho
Mushkilein raah ki aasaan ho
Donon haathon mein yeh jahaan ho.
Yaai re yaai re zor laga ke naache re
Yaai re yaai re mil ke dhoom machaayein re
Chal mere sang sang, le le duniya ke rang
Ho ja rangeela re
Rang rang rangeela re




Asha Bhosle feat. Aditya Narayan & Aamir Khan - Iconic Legend of Bollywood: Asha Bhosle
Альбом Iconic Legend of Bollywood: Asha Bhosle
дата релиза
07-09-2018



Внимание! Не стесняйтесь оставлять отзывы.