Kumar Sanu - Kitna Sukun Kitna Aaram (From "Saajan Ki Baahon Mein") текст песни

Текст песни Kitna Sukun Kitna Aaram (From "Saajan Ki Baahon Mein") - Kumar Sanu



Kitna sukun kitna aaraam hai
Kitna sukun kitna aaraam hai
Paas main tum ho aur hatho main jaam hai
Shaayad meri zindagi ki hasseen shaam hai
Kitna sukun kitna aaram hai
Paas main tum ho aur hatho main jaam hai
Shaayad meri zindagi ki hasseen shaam hai
Kitna sukun kitna aaram hai
Keh raha hai yeh dil bekudhi me sanam
Aur kya chaheie zindagi mein sanam
Keh raha hai yeh dil bekudhi me sanam
Aur kya chaheie zindagi mein sanam
Aashqi ka nasha aise jaata nahi
Tumko dekhe bina chain aata nahi
Kasie zinda rahu.,.
En hoton pe sirf tumhara naam hai
Paas main tum ho aur hathoo main jaam hai
Shaayad meri zindagi ki hasseen shaam hai
Kitna sukun kitna aaram hai
Dilrubha hai kiya meine ye feasla
Ab toh jeena nahi hai tumhare siva
Dilrubha hai kiya meine ye feasla
Ab toh jeena nahi hai tumare siva
Thoda pagal hoon mein thoda deewana hun
Bas tumara hoon mein sab se beeghana hun
Aur kya mein kahun
Ishq tera meri chahat ka inaam hai
Paas main tum ho aur hatho main jaam hai
Shaayad meri zindagi ki hasseen shaam hai
Kitna sukun kitna aaram hai
Paas main tum ho aur hatho main jaam hai
Shaayad meri zindagi ki hasseen shaam hai.



Авторы: NADEEM SAIFI, SAMEER, SHRAVAN RATHOD


Kumar Sanu - Dilwale / Saajan Ki Baahon Mein (Original Motion Picture Soundtrack)




Внимание! Не стесняйтесь оставлять отзывы.