Lata Mangeshkar feat. Manhar Udhas - Aayi Phir Aayi Teri Yaad текст песни

Текст песни Aayi Phir Aayi Teri Yaad - Lata Mangeshkar , Manhar Udhas



Phir teri kahaani yaad aayi
Phir tera fasaana yaad aaya
Phir aj hamaari aankhon ko,
Phir aaj hamaari aankhon ko
Ek khwaab puraana yaad aaya
Phir teri kahaani yaad aayi
Jal'te hain chiraagon ki surat
Har shaam teri hum yaadon main
Jab subah ko shab'nam roti hai
Kho jaate hain hum faryaadon main,
Kho jaate hain hum faryaadon main
Jab dil ne koi awaaz suni
Jab dil ne koi awaaz suni
Tera hi taraana yaad aaya.
Phir teri kahaani yaaad aayi
Shayd kabhi milna ho jaaye.
Baithhe hain isi aramaan main hum
Tu'ne to kinaara paa hi liya
Uljhe hain magar tufaann main hum
Ae jaan-e-wafa fir aaj humain
Ae jaan-e-wafa fir aaj humain
Pich'ala wo jamaana yaad aaya,
Phir teri kahaani yaad aayi
Phir tera fasaana yaad aaya
*Dalegend *



Авторы: R.d. Burman


Lata Mangeshkar feat. Manhar Udhas - Tum Karo Vaada
Альбом Tum Karo Vaada
дата релиза
07-05-1993



Внимание! Не стесняйтесь оставлять отзывы.