Lata Mangeshkar feat. Nitin Mukesh - Is Jahan Ki Nahi Hai (From "King Uncle") текст песни

Текст песни Is Jahan Ki Nahi Hai (From "King Uncle") - Lata Mangeshkar , Nitin Mukesh



Is jahan ki nahin hain tumhari aankhen
Is jahan ki nahin hain tumhari aankhen
Aasman se yeh kisne utaari aankhen
Aaye hain hum jahan mein tumhare liye
Aaye hain hum jahan mein tumhare liye
Hain tumhare liye hi hamari aankhen
Is jahan ki nahin hain tumhari aankhen
Aasman se ye kisne utari aankhein
Do jahan deke le loon to sasti hain yeh
Do jahan deke le loon to sasti hain yeh
Do jahan se bhi pyari tumhari aankhen
Do jahan se bhi pyari tumhari aankhen
Aasman se yeh kisne utaari aankhen
Aaye hain hum jahan mein tumhare liye
Hain tumhare liye hi hamari aankhen
Rehte ho aankhon mein tum hi ab raat din
Rehte ho aankhon mein tum hi ab raat din
Ab to ghar hai tumhara hamari aankhen
Ab to ghar hai tumhara hamari aankhen
Hain tumhare liye hi hamari aankhen
Is jahan ki nahin hain tumhari aankhen
Aasman se yeh kisne utaari aankhen
Duniya walon se rakhna bacha kar inhen
Duniya walon se rakhna bacha kar inhen
Na chura le koi yeh tumhari aankhen
Na chura le koi yeh tumhari aankhen
Aasman se yeh kisne utaari aankhen
Aaye hain hum jahan mein tumhare liye
Aaye hain hum jahan mein tumhare liye
Hain tumhare liye hi hamari aankhen
Is jahan ki nahin hain tumhari aankhen
Aasman se yeh kisne utaari aankhen
Hain tumhare liye hi hamari aankhen
Aasman se yeh kisne utaari aankhen
Hain tumhare liye hi hamari aankhen
Aasman se yeh kisne utaari aankhen
Hain tumhare liye hi hamari aankhen.



Авторы: RAJESH ROSHAN, NAGRATH RAJESH ROSHAN


Lata Mangeshkar feat. Nitin Mukesh - My Best Collection - Rajesh Roshan
Альбом My Best Collection - Rajesh Roshan
дата релиза
22-05-2014



Внимание! Не стесняйтесь оставлять отзывы.