Lata Mangeshkar - Na Milta Gham To текст песни

Текст песни Na Milta Gham To - Lata Mangeshkar



Oooo
Tamanna lut gayi
Fir bhi tere
Dam se
Mohabaat hai
Mubarak gair ko khushiya
Mujhe gum se Mohabaat hai
Na milta gam toh
Barbadi k afsaane kha jate
Na milta gam toh
Barbadi k afsaane kha jate
Agar duniya chaman hoti
Toh veerane kha jate
Chalo achcha hua
Apno me koi gair toh nikla
Ji koi gair toh nikla
Agar hote sabhi apne
Toh begaane kha jate
Toh begaane kha jate
Duayein do Mohabaat
Humne mit kar Tumko sikhla di
Duayein do mohabbat
Humne mit kar Tumko sikhla di
Mohabbat tumko sikhla di
Na jalti shamma mehfil me
Toh parwaane kha jaate
Na milta gam toh
Barbadi k afsaane kha jate
Agar duniya chaman hoti
Toh veerane kha jate



Авторы: Shakeel Badayuni


Lata Mangeshkar - Golden Era
Альбом Golden Era
дата релиза
14-02-2011




Внимание! Не стесняйтесь оставлять отзывы.