Manan Bhardwaj - Bahut Pyaar Karte Hain текст песни

Текст песни Bahut Pyaar Karte Hain - Manan Bhardwaj



Itna Bata Do Ke
Kahan Per Chupe Ho
Kya Mere Dil Mai
Aakar Ruke Ho
Ab Tum Ko Kaise
Ab Tum Ko Kaise
Dhoondenge Hummm.
Bahut pyaar karte hain tumko sanam
Bahut pyaar karte hain tumko sanam
Kasam chaahe le lo
Kasam chaahe le lo
Khuda ki kasammm.
Bahut pyaar karte hain tumko sanam
Bahut pyaar karte hain tumko sanam
Kitno Ko Loota Hai
Aankone Nai Teri
Ki Aajaao, Bas jaaoo Naa
Aankhon Mai Meri
Meri Ankhen Sookhi Hai
Meri Ankhen Sookhi Hai
Kar Jaao Numm.
Bahut pyaar karte hain tumko sanam
Kasam chaahe le lo
Khuda ki kasammm.
Bahut pyaar karte hain tumko sanam
Keh Ke Gaya Tha Ek
Aashiq Purana
Marjana Beshaq
Dil Naa Lagana
Ek Na Suni Humne
Ek Na Suni Humne
Mar Gaye Hamm.
Bahut pyaar karte hain tumko sanam
Kasam chaahe le lo
Kasam chaahe le lo
Khuda ki kasammm.



Авторы: Manan Bhardwaj


Manan Bhardwaj - Sufi, Vol. 2
Альбом Sufi, Vol. 2
дата релиза
04-04-2020




Внимание! Не стесняйтесь оставлять отзывы.