Nusrat Fateh Ali Khan - Tumhen Dillagi Bhool Jaani Padegi текст песни

Текст песни Tumhen Dillagi Bhool Jaani Padegi - Nusrat Fateh Ali Khan



Tumhen dil lagi bhool jani padegi
Muhabbat ki rahon mein aa kar to dekho
TaDapane pe mere na phir tum hasoge
Kabhi dil kisi se laga kar to dekho
Wafaon ki humse tawwaqo nahin hai
Magar ek baar aazamaa kar to dekho
Zamaney ko apanaa banaa kar to dekha
Hamey bhi tum apana banaa kar to dekho
Khuda ke liye chor do abb yeh parda
Ke hain aaj hum tum nahi ghair koi
Shab-e-vasl bhi hai hijaab iss khadr kyun
Zara rukh se aanchal utha kar to dekho
Jafa'ein bahut ki bahut zulm Dhaye
Kabhi ek nigah-e-karam iss taraf bhi
Hamesha huey dekh kar mujh ko barham
Kisi din zara muskura kar to dekho
Jo ulfat mein har ek sitam hai gawara
Yeh sab kuch hai paas-e-wafa tumse warna
Sataatey ho din raat jis tarah mujh ko
Kisi ghair ko yun sataakar to dekho
Agar'chey kisi baat per woh khafa hain
To acha yehi hai tum apni sahi karlo
Woh maaney na-maaney yeh marzi hai unki
Magar unko 'PURNAM' manaa kar to dekho



Авторы: Khan Nusrat Fateh Ali


Nusrat Fateh Ali Khan - Bewafa Se Bhi Pyar Hota Hai, Vol. 4
Альбом Bewafa Se Bhi Pyar Hota Hai, Vol. 4
дата релиза
04-10-2018

1 Ghameyaar Se Shikayat
2 Sadgi To Hamari Zara Dekhiye
3 Tumne Bhi Thukra Hi Diya Hai
4 Aarzooemohabbat Hai
5 Na Sawal Ban Ke Mila Karo
6 Aaj Koi Baat Ho Gayi
7 Dayareishq Mein
8 Aisa Banna Sanwarna Mubarak Tumhein
9 Dil Jis Se Zinda Hai
10 Un Ke Dar Pe Puhanchne
11 Aag Daman Main Lag Jayegi
12 Tum Ek Gorakhdhanda Ho
13 Mast Nazron Se Allah Bachaye
14 Khanjar Hain Teri Aankhen
15 Mere Intezaar Karna
16 Hai Kahan Ka Irada Tumhara Sanam
17 Raah Aasaan Ho Gayi Hogi
18 Bahaar Ke Din Hain
19 Haqeeqat Ka Agar Afsana Ban Jaye
20 Bewafa Se Bhi Pyar Hota Hai
21 Dil Pe Zakham Khaate Hain
22 Gham Hai Ya Khushi Hai Tu
23 Dil Sulagta Raha Chandni Raat Mein
24 Woh Hata Rahe Hain Parda
25 Ab Dekh Ke Jee Ghabrata Hai
26 Shaam Savere Nain Bichha Ke
27 Band Hua Saara Maikhana
28 Doston Ki Shikayat
29 Jaag Uthe Hain Dard Purane
30 Main Talkhiye Hayaat Se
31 Tu Agar Beneqab Ho Jaye
32 Maikada Bhi Apna Hai
33 Mere Saqi Yeh Tamasha
34 Mulaqat Ho Gayi
35 Gale Lipte Hain Woh Bijli Ke Dar Se
36 Puchha Kisi Ne Haal Kisi Ka
37 Pilao Saqi
38 Mujhe Tum Yaad Aate Ho
39 Kehna Ghalat Ghalat
40 Nargisi Ankh Dorey Gulabi
41 Is Karam Ka Karun Shukar Kaise




Внимание! Не стесняйтесь оставлять отзывы.