Sanam - Shama Hai Jali текст песни

Текст песни Shama Hai Jali - Sanam



Dhoop ne likha khidkiyon pe kal
Sab paheliyon ka sahi se hal
Kahin aadhiyon se tha apna vaasta
Jinki wajah se tha dhundhla raasta
Lehar seene mein uth rahi hai
Ek aag ki abhi
Sehar aane wali nayi hai
Ummeed se bhari
Ungliyan uthate hain kyon bhala
Dusron pe khud pe na hum yahaan
Jazba ragon mein hone laga rawan
Pahunchega har disha apna yeh jahaan
Shama hai jali dilon mein abhi
Shama hai jali bujhe na kabhi
Zamin junun ho, wahin sukun ho
Zamin junun ho
Dar se haar ke
Toote jo agar dil ka hosla
Yaad karna phir ghutnon se hi
Uth ke tu tha chala
Badhne laga hai suraj soch ka
Pahunchega har disha apna yeh jahaan
Shama hai jali dilon mein abhi
Shama hai jali bujhe na kabhi
Zamin junun ho, wahin sukun ho
Zamin junun ho
Zamin junun ho
Wahin sukun ho
Wahin junun ho



Авторы: sanam


Sanam - Sanam Memories, Vol. 2
Альбом Sanam Memories, Vol. 2
дата релиза
27-03-2020




Внимание! Не стесняйтесь оставлять отзывы.