Sohail Sen feat. Tarannum Malik Jain - Salone Kya текст песни

Текст песни Salone Kya - Sohail Sen , Tarannum Malik Jain



Salone aah.
Salone aah... Salone kya tune prem ka shastra padha,
Salone kya tune prem ka shastra padha,
Hoo koi aaye to, mann ko bhaaye to,
Hoti hai kya dasha,
Sunn ni hai kya saari katha?- 2 times
Salone aah.
Salone aah... Kaisi agan sulagti hai hothon mein?
Kaisa dhuan gehraata hai naino mein?
Hoo... Kaisi agan sulagti hai hothon mein?
Kaisa dhuan gehraata hai naino mein?
Kyu baatein karti hai parchaaiyaan?
Kyu aane lagti hai angdaaiyaan?
Darr sataye kyu?
Thartaraye kyu?
Jaage kyu kaamna?
Sunn ni hai kya saari katha...?
Ooo chanchal sundari baala,
Mujhe pata nahi tha,
Har yug mein janam leti hai,
Yahan koi meneka,
Hoo prem ka bandhan hai aalingan,
Kaise tumse kahun?
Prem sandesa hota hai chumban,
Ismein sankoch kyu?
Yeh jo suvidha hai, wo hi duvidha hai,
Isko kahu aur kya?
Sunn ni hai kya saari katha...?
Salone kya tune prem ka shastra padha,
Salone kya tune prem ka shastra padha,
Hoo koi aaye to, mann ko bhaaye to,
Hoti hai kya dasha,
Sunn ni hai kya saari katha?- 2 times
Advertisemen



Авторы: Javed Akhtar, Sohail Sen


Sohail Sen feat. Tarannum Malik Jain - What's Your Rashee? (Original Motion Picture Soundtrack)
Альбом What's Your Rashee? (Original Motion Picture Soundtrack)
дата релиза
13-08-2009



Внимание! Не стесняйтесь оставлять отзывы.