Amjad Ghulam Fareed Sabri - Saye Mein Tumhare Hain Songtexte

Songtexte Saye Mein Tumhare Hain - Amjad Ghulam Fareed Sabri




Saye mai tumhary hain qismat ye hamari hai
Qurban dilo janam kia shaan tumhari hai
Naqsha tera dilkash hai surat teri piyari hai
Jis nay bhi tumhen dekha so jan say wari hai
Kia pesh kron tum ko kiya cheez hamari hai
Ye dil bhi tumhara hai ye jaan bhi tumhari hai
Go laakh buray hain hum kehlaty tumhary hain
Ik nazre karam karna ye arz hamari hai
Saye mai tumhary hain qismat ye hamari hai
Qurban dilo janam kia shaan tumhari hai




Attention! Feel free to leave feedback.