Ghulam Ali - Dost Ban Kar Bhi Songtexte

Songtexte Dost Ban Kar Bhi - Ghulam Ali




Abhi mujhe farmaaish aai hai ki jai jai vinati main koi gazal sunaayen
To main jai jai vinati main pesh kar raha huun
Dost bin kar bhi naheen saath nibhaane waala
Dost bin kar bhi naheen saath nibhaane waala
Vahi andaz hai jaalim kaa jamane waala
Dost bin kar bhi naheen saath nibhaane waala
Kiya kahin, kitne marasim the hamare is se, is se
Kiya kahin...
Kiya kahin...
Kiya kahin, kitne marasim the hamare is se
Wo jo ik shaks hai munh pher ke jane waala
Wo jo ik shaks hai munh pher ke jane waala
Kiya khabar...
Kiya khabar thi, jo mari jaan main ghula rahata hai, ghula rahata hai
Kiya khabar thi ki mari jaan main ghula rahata hai
Hai vahi mujh ko sir daar bhi lane waala
Dost bin kar bhi naheen saath nibhaane waala
Main ne dekha hai...
Main ne dekha hai baharon main chaman ko jalte
Main ne dekha...
Main ne dekha hai baharon main chaman ko jalte
Hai koi khwaab kii taabir bataane waala?
Hai koi khwaab kii taabir bataane waala?
Dost bin kar...
Tum takliff ko bhi ikhlas samajhate ho, faraazؔ
Tum, tum, tum, tum
Tum takliff ko bhi ikhlas samajhate ho, faraazؔ
Dost hota naheen har haath milane waala
Dost hota naheen har haath milane waala
Tum takliff ko bhi ikhlas samajhate ho, faraazؔ
Dost hota naheen har haath milane waala
Dost bin kar bhi naheen saath nibhaane waala
Vahi andaz...
Vahi andaz hai jaalim kaa jamane waala





Attention! Feel free to leave feedback.