Kishore Kumar - Ek Ladki Bheegi Bhaagi Si (from "Chalti Ka Naam Gaadi") Songtexte
Kishore Kumar Ek Ladki Bheegi Bhaagi Si (from "Chalti Ka Naam Gaadi")

Ek Ladki Bheegi Bhaagi Si (from "Chalti Ka Naam Gaadi")

Kishore Kumar


Songtexte Ek Ladki Bheegi Bhaagi Si (from "Chalti Ka Naam Gaadi") - Kishore Kumar




Hmm, ek ladkee bheegee-bhaagee see
Soti raaton mein jaagi see
Milee ek ajanabi se
Koyi aage naa peechhe
Tum hee kaho, ye koyi baath hai?
Hmm, ek ladkee bheegee-bhaagee see
Soti raaton mein jaagi see
Milee ek ajanabi se
Koyi aage naa peechhe
Tum hee kaho, ye koyi baath hai? Hmm
Dil hee dil mein jalee jaatee hai
Bigadi-bigadi chali aatee hai
Dil hee dil mein jalee jaatee hai
Bigadi-bigadi chali aatee hai
Jhunjhalaati huee, balkhaati huee
Saavan kee suuni raat mein
Milee ek ajanabi se
Koyi aage naa peechhe
Tum hee kaho, ye koyi baath hai?
Hmm, ek ladkee bheegee-bhaagee see
Soti raaton mein jaagi see
Milee ek ajanabi se
Koyi aage naa peechhe
Tum hee kaho, ye koyi baath hai? Hmm
Dagamag-dagamag, lahaki-lahaki
Bhuuli-bhatki, bahaki-bahaki
Dagamag-dagamag, lahaki-lahaki
Bhuuli-bhatki, bahaki-bahaki
Machali-machali, ghar se nikali
Pagali see kaali raat mein
Milee ek ajanabi se
Koyi aage naa peechhe
Tum hee kaho, ye koyi baath hai?
Hmm, ek ladkee bheegee-bhaagee see
Soti raaton mein jaagi see
Milee ek ajanabi se
Koyi aage naa peechhe
Tum hee kaho, ye koyi baath hai? Hmm
Tan bhigaa hai, sar geela hai
Uska koyi pench bhee dhilaa hai
Tan bhigaa hai, sar geela hai
Uska koyi pench bhee dhilaa hai
Tanti, jhukati, chalatee, rukati
Nikali andheri raat mein
Milee ek ajanabi se
Koyi aage naa peechhe
Tum hee kaho, ye koyi baath hai?
Hmm, ek ladkee bheegee-bhaagee see
Soti raaton mein jaagi see
Milee ek ajanabi se
Koyi aage naa peechhe
Tum hee kaho, ye koyi baath hai?




Attention! Feel free to leave feedback.
//}