Kishore Kumar - Ek Roz Humari Bhi Daal Galegi, From «Bandi» Songtexte

Songtexte Ek Roz Humari Bhi Daal Galegi, From «Bandi» - Kishore Kumar




Dhat tere ki
Phunk phunk kar chulhaa
Ankhiyan ka bhayo satyaanaash
Haldi devi bahu hai apni
Shrimati mirchi apni saas
Haan bol mere dukhiya man kab tak
Ye chulha ye chauka
Ye jhaadu ye bartan
Ye aata bataata
Ye gadbad gulata
Aur ye aur wo aur
Dhat tere ki
Par sab din na hot
Ek samaan panchhi
Kaahe hot udaas
Ek roz hamaari bhi daal galegi
Ek roz hamaari bhi daal galegi
Bairi duniya jo dekhegi khub jalegi
Haan bairi duniya jo
Dekhegi khub jalegi
Ek roz hamaari bhi daal galegi
Ek roz hamaari bhi daal galegi
Ho ho bhaiya hamaara hai
Ma ba pass haan haan
Haan haan bhaiya
Hamaara hai ma ba pass
Bhala kab tak ham
Khaate rahenge ye ghaas
Bhala kab tak ham
Khaate rahenge ye ghaas
Sukhi sukhi ghaas
Chhi chhi sadi sadi ghaas
Dhat tera satyanaash
Satyanaash satyanaash
Rukhi sukhi roti aur
Nimbu ka achaar
Haay haay jaane kab
Chhodega peechhaat hamaar
Haan haan rukhi sukhi
Roti aur nimbu ka achaar
Haay haay jaane kab
Chhodega peechha hamaar
Din honge ghareebi
Ke jis din khallas
Garam garam haan haan
Garam garam kachauri
Puri khub talegi
Garam garam kachauri
Puri khub talegi
Bairi duniya jo
Dekhegi khub jalegi
Bairi duniya jo
Dekhegi haay haay haay
Bairi duniya jo
Dekhegi haay haay
Ek roz hamaari bhi daal galegi
Ek roz hamaari bhi daal galegi
Hoga ek din hamaare
Bhi paas bearer
Haan haan ha ha ha
Ho ho ho he he he
Hoga ek din hamaare
Bhi paas bearer
Dega darwaaze par
Gorkha pahraa
Dega darwaaze par
Gorkha pahraa hai hai
Main ban kar saahab
Gitpit english bolun re
Main ban kar saahab
Gitpit english bolun re
Ye chauka bartan chhod
Ke hotel kholun re
Ye chauka bartan chhod
Ke hotel kholun re
English bolun re hotel kholun re
Gitpit bolun re hotel kholun re
Nikle mera julus band baaze ke saath
Roz meri salaami ko top chalegi
Roz meri salaami ko top chalegi
Babaam bam babbam
Bam babbambab babam
Bairi duniya jo dekhegi khub jalegi
Haan bairi duniya jo
Dekhegi khub jalegi
Ek roz hamaari bhi daal galegi
Ek roz hamaari bhi daal galegi
Arre daal galegi
Arre daal galegi arre daal haay
Arre gali re daal hey
Dhinka chachad
Dhinka chachad
Dhinka chachad
Dhinka chachad haay.




Kishore Kumar - Bollywood Legendary Singers, Kishore Kumar, Vol. 1
Album Bollywood Legendary Singers, Kishore Kumar, Vol. 1
Veröffentlichungsdatum
27-09-2020

1 Akela Hu Mai Iss Jahaan Me, From «Neela Aasman»
2 Ham To Mohabbat Karega, From «Dilli Ka Thug»
3 Naye Zamane Ki Mohabbat Nirali, Baate Hazaro Dil Khaali, From «Ek Nazar»
4 Dil Yeh Kya Chiz Hai, From «Baazi»
5 Charanadaas Ko Pine Ki, Jo Aadat Na Hoti, From «Pehli Jhalak»
6 Mana Janab Ne Pukara Nahi, Kya Mera Saath Bhi Gawara Nahi, From «Paying Guest»
7 C A T Cat Mane Billi, From «Dilli Ka Thug»
8 Arraa Ram Tarraa Ram Duniyaa Ke Kaise Gam, From «Aawaz»
9 Ham The Woh Thee, From «Chalti Ka Naam Gaadi»
10 Dil Dil Se Mila Kar Dekho (Male Version), From «Mem Sahib»
11 Ek Ladki Bhigi Bhagi Si, From «Chalti Ka Naam Gaadi»
12 Shammaa Jalati Hai Jale, From «Paying Guest»
13 Ham Matvale Naujavan, Manzilon Ke Ujale, From «Shararat»
14 Khol De Khol De Khidki Chahat Ke Naam Pe, From «Shararat»
15 Jeevan Ke Safar Mein Rahi - From "Munimji"
16 Dukhi Man Mere Sun Mera Kahna, From «Funtoosh»
17 Ek Chhoti Si Naukri Ka Talabgar Hu Main, From «Naukari»
18 Paise Ka Mantar Paise Ka Jantar, From «Paisa Hi Paisa»
19 Arre Bhai Nikal Ke Aao Ghar Se, From «Nai Dilli»
20 Arji Hamari Ye Marji Hamari, From «Naukari»
21 Manzil Kaha Meri Gulshan Kaha Mera, From «Miss Mala»
22 Mehfil Me Aaj Teri Diwane Aa Gaye, From «Naya Andaz»
23 Yeh Kaali Ghata, From «Nazariya»
24 Chhan Chhan Baaje Rupaiya Nache Duniya, From «Char Paise»
25 Aisi Shadi Se Hum To Kunware Bhale, From «Baap Re Baap»
26 Gana Na Aaya Bajana Na Aaya, Dilbar Ko Apna Banana Na Aaya, From «Miss Mary»
27 Ek Roz Humari Bhi Daal Galegi, From «Bandi»
28 Dene Wala Jab Bhi Deta Pura Chhpad Phad Ke Deta, From «Funtoosh»
29 Nakhrewali Dekhne Me Dekh Lo Hai, From «Nai Dilli»
30 Kuven Me Kud Ke Mar Jaanaa, From «Parivaar»





Attention! Feel free to leave feedback.