Lata Mangeshkar - Ae Mere Dil Kahin Aur Chal (Female Version 1) Songtexte

Songtexte Ae Mere Dil Kahin Aur Chal (Female Version 1) - Lata Mangeshkar




Ai mere dil kaheen aur chal
Gam kee duniyaa se dil bhar gaya
Dhoondh le ab koyi ghar naya
Ai mere dil kaheen aur chal
Gam kee duniyaa se dil bhar gaya
Dhoondh le ab koyi ghar naya
Ai mere dil kaheen aur chal
Chal jahaan gam ke maare naa hon
Juthi aashaa ke taareephen naa hon
Chal jahaan gam ke maare naa hon
Juthi aashaa ke taareephen naa hon
Juthi aashaa ke taareephen naa hon
In bahaaron se kya faaydaa?
Jismein dil kee kalee jal gayi
Zakhm phir se haraa ho gaya
Ai mere dil kaheen aur chal
Chaar ansu koyi ro diya
Pher ke munh koyi chal diya
Chaar ansu koyi ro diya
Pher ke munh koyi chal diya
Pher ke munh koyi chal diya
Lut raha tha kisi ka jahaan
Dekhati rah gayi ye zameen
Chup raha beraham aasamaan
Ai mere dil kaheen aur chal
Gam kee duniyaa se dil bhar gaya
Dhoondh le ab koyi ghar naya
Ai mere dil kaheen aur chal



Autor(en): Shankar Jaikishan


Attention! Feel free to leave feedback.