Nusrat Fateh Ali Khan - Surat Teri Shahe Umang Songtexte

Songtexte Surat Teri Shahe Umang - Nusrat Fateh Ali Khan




Aaa... (Sufi Chants)
Ya Khuda Jism Mei Jab Tak Yeh Mere Jaan Rahay
Tujh Pay Sadqay Tere Mehboob Pay Qurbaan Rahay
Kuch Rahay Ya Na Rahay Per Yeh Dua Hai K Amir
Niza? Ke Waqt Salamat Mera Imaan Rahay
Tazeem Say Laita Hai Khuda Naam-E-Mohammad
Kia Naam Hai Ey Salle-Ala Naam-E-Mohammad
Allah Karay Us Pay Haraam Aatish-E-Dozakh
Jiss Shaks Ke Ho Dil Pay Likha Naam-E-Mohammad
Jiss Dil Mein Mohammad Ki Mohabbat Nahi Hoti
Us Per Kabhi Allah Ki Rehmat Nahi Hoti
Mera Yeh Aqeeda Hai Agar Zikr-E-Khuda Mein
Yeh Naam Na Shaamil Ho Ibadat Nahi Hoti
Rub Ne Farmaya Meri Qudrat Ki Hadd Koi Nahi
Aur Mere Mehboob Ki Rehmat Ki Hadd Koi Nahi
Jab Malak Samjhay Nahi To Aadmi Samjhay Ga Kya
Aamna Ke Laal Ki Azmat Ki Hadd Koi Nahi
Khuda Ka Noor Tujh Mein Hu-Bahu Hai
Khuda Pinhaan Magar Too Ru-Baroo Hai
Teri Azmat Ka Andaaza Ho Kiss Ko
Khuda Hai Aur Khuda K Baad Tu Hai
Shams-Ud-Duha Badr-Ud-Duja, Shams-Ud-Duha Badr-Ud-Duja Teri Bari Tauqeer Hai
Shams-Ud-Duha Badr-Ud-Duja Teri Bari Tauqeer Hai
Shams-Ud-Duha Badr-Ud-Duja Teri Bari Tauqeer Hai
Shams-Ud-Duha Badr-Ud-Duja Teri Bari Tauqeer Hai
Shams-Ud-Duha, Shams-




Attention! Feel free to leave feedback.