Lata Mangeshkar - Likha Hai Teri Ankhon Mein (From "Teen Devian") Songtexte

Songtexte Likha Hai Teri Ankhon Mein (From "Teen Devian") - S. D. Burman, Lata Mangeshkar & Kishore Kumar

Likhaa hai teri aankhon mein kis ka afasaana?

Agar ise samajh sako, muje bhee samajhaana

Jawab sa kisi tamanna ka
Likhaa to hai, magar adhoora sa, are, o
Jawab sa kisi tamanna ka
LaKA to hai magar adhuraa sa
Ho, kaisee naa ho meri har baath adhooree
Abhee hoon aadha deewaanaa
Likhaa hai teri aankhon mein kis ka afasaana?
Agar ise samajh sako, muje bhee samajhaana
Likhaa hai teri aankhon mein kis ka afasaana?
Jo kuch nahin to ye ishaare kyun?
Thahar gae mere sahare kyun? are, o
Jo kuch nahin to ye ishaare kyun?
Thahar gae mere sahare kyun?
Ho, thoda sa haseenon ka sahaara leke chalanaa
Hai meri aadat rozaana
Likhaa hai teri aankhon mein kis ka afasaana?
Agar ise samajh sako, muje bhee samajhaana
Likhaa hai teri aankhon mein kis ka afasaana?
Yahaan-vahaan fizaa mein aavaara
Abhee talak ye dil hai bechaaraa, are, o
Yahaan-vahaan fizaa mein aavaara
Abhee talak ye dil hai bechaaraa
Ho, dil ko tere to hum khak naa samajhen
Tujhi ko hamne pahachaanaa
Likhaa hai teri aankhon mein kis ka afasaana?
Agar ise samajh sako, muje bhee samajhaana
Likhaa hai teri aankhon mein kis ka afasaana?

Autor(en): Majrooh Sultanpuri, S.d. Burman

Attention! Feel free to leave feedback.