Songtexte




Koi mil gaya
Koi mil gaya
Koi mil gaya
Mujhko kya hua hai
Kyon main kho gaya hoon
Paagal tha main pehle
Ya ab ho gaya hoon
Behki hai nigahein
Aur bikhre hain baal
Tumne banaya hai
Kya apna ye haal
Koi mil gaya
Koi mil gaya
Mera dil gaya
Kya bataoon yaaron
Kya bataoon yaaron
Main to hil gaya
Main to hil gaya
Koi mil gay mil hi gaya
Mil gaya hey mil hi gaya
Mil gaya
Mujhko kya hua hai
Arre kyon main kho gaya hoon
Ay paagal tha main pehle
Ya ab ho gaya hoon
Behki hai nigahein
Aur bikhre hain baal
Tumne banaya hai
Kya apna ye haal
Koi mil gaya koi mil gaya
Mera dil gaya mera dil gaya
Kya bataoon yaaron
Kya bataoon yaaron
O main to hil gaya
Main to hil gaya
Koi mil gay
Mil hi gaya mil gaya
Mil hi gaya mil gaya
Jaane kya ho gaya hai mujhe
Deewana log kehne lage
Jaane kya ho gaya hai mujhe
Deewana log kehne lage
Ye deewangi hai kya
Humein bhi to ho pata
Tumko kya ho gaya
Arre kal tak mujhko sab hosh tha
Dil mein khushiyon ka josh tha
Phir ye becheini hai kyon
Phir ye betaabi hai kyon
Kya koi kho gaya
Koi mil gaya koi mil gaya
Mera dil gaya mera dil gaya
Kya bataoon yaaron
Kya bataoon yaaron
O main to hil gaya
Main to hil gaya
Koi mil gaya mil hi gaya
Mil gaya hey
Mil hi gaya mil gaya
Baadal banke kaun aa gaya
Kaun hai jo dil pe yoon chha gaya
Baadal banke kaun aa gaya
Kaun hai jo dil pe yoon chha gaya
Chaahoon ki bataoon main
Phir bhi keh na paoon main
Naam uska hai kya
O naam na lo par kuchh to kaho
Halka sa koi ishaara to do
Meri aankhon mein hai vo
Meri saanson mein hai vo
Aur kahoon tumse kya
Koi mil gaya koi mil gaya
Mera dil gaya o mera dil gaya
Kya bataoon yaaron
Kya bataoon yaaron
Main to hil gaya
Main to hil gaya
Koi mil gaya
Mil hi gaya mil gaya
Hey mil hi gaya mil gaya
Muhko kya hua hai
Kyon main kho gaya hoon
Paagal tha main pehle
Ya ab ho gaya hoon
Behki hain nigahein
Aur bikhre hain baal
Tumne banaya hai kya
Apna ye haal
O koi mil gaya koi mil gaya
Arre mera dil gaya o mera dil gaya
Kya bataoon yaaron
Kya bataoon yaaron
O main to hil gaya
Main to hil gaya
Koi mil gaya
Mil hi gaya mil gaya
Mil hi gaya
Mil hi gaya mil hi gaya
Mil hi gaya mil hi gaya




Shah Rukh Khan - Shahrukh Khan All In One
Album Shahrukh Khan All In One
Veröffentlichungsdatum
17-04-2019

1   Tere Liye
2   King Khan
3   Tujh Mein Rab Dikhta Hai
4   Humko Humise Chura Lo
5   Dholna
6   Bholi Si Surat
7   Challa
8   Maula Mere Lele Meri Jaan
9   Haule Haule
10   Aana Mere Pyar Ko
11   Ae Kash Ke Hum
12   Ae Zindagi Gale Laga Le
13   Aisi Deewangi
14   Apun Bola
15   Aur Kya
16   Baadshah O Baadshah
17   Baazigar O Baazigar
18   Bole Chudiyan
19   Chaand Taare
20   Chaiyya Chaiyya
21   Dil Se Re
22   Ek Haseen Nigah Ka
23   Gerua
24   Hawayein
25   Hum To Deewane Huye
26   I Am the Best
27   Is Jahan Ki Nahi Hai
28   Janam Janam
29   Kaal Dhamaal
30   Kabhi Alvida Naa Kehna
31   Koi Mil Gaya
32   Kuch Kuch Hota Hai
33   Main Koi Aisa Geet Gaoon
34   Mitwa
35   Neend Kise Chain Kahan
36   Pretty Woman
37   Raat Ka Nasha
38   Radha
39   Roshni Se
40   Safar
41   Sajdaa
42   Suraj Hua Maddham
43   Tere Naina
44   Tumhi Dekho Naa
45   Ye Kaali Kaali Aankhen
46   Banke Tera Jogi
47   Daayre
48   Its the Time to Disco




Attention! Feel free to leave feedback.
Wird geladen
Wird geladen