Strings - Sar Kiye Yeh Pahar Songtexte

Songtexte Sar Kiye Yeh Pahar - Strings

Sir kiye ye pahaad
Dariyaayon kii gaharaeeyon main tujhe dhonda hai
Aa bhi jaa ek bar
Meree yaar, aese na looto meree man kaa qaraar

Ho, ho gaya hai tum se pyaar

Jidhar bhi dekhun to hi nazar aati hai
Aankhen band kar luun to to or qareeb aati hai

Khushboo teri mujhe jo chho jaati hai
Meree man main kaise ye dip jala jaati hai
Khushboo teri mujhe jo chho jaati hai
Meree man main kaise ye dip jala jaati hai
Meree yaar, aese na looto meree man kaa qaraar
Meree yaar, aese na looto meree man kaa qaraar
Ho, ho gaya hai tum se pyaar
Ho, ho gaya hai tum se pyaar
Sir kiye ye pahaad
Dariyaayon kii gaharaeeyon main tujhe dhonda hai
Aa bhi jaa ek bar
Meree yaar, aese na looto meree man kaa qaraar
Sir kiye ye pahaad
Dariyaayon kii gaharaeeyon main tujhe dhonda hai
Aa bhi jaa ek bar
Meree yaar, aese na looto meree man kaa qaraar

Autor(en): Anwar Maqsood, Zehra Nigah, Bilal Maqsood

Attention! Feel free to leave feedback.