Alka Yagnik feat. S. P. Balasubrahmanyam - Sagar Se Gehra Hai Pyar Humara - From "Majhdhaar" Lyrics

Lyrics Sagar Se Gehra Hai Pyar Humara - From "Majhdhaar" - S. P. Balasubrahmanyam , Alka Yagnik



Sagar se gehera hai pyaar hamara
Hum mar jayenge jee nahi payenge
Hum mar jayenge jee nahi payenge
Saath kabhi chhuta jo tumhara tumhara
Sagar se gehera hai pyaar hamara
Hum mar jayenge jee nahi payenge
Hum mar jayenge jee nahi payenge
Saath kabhi chhuta jo tumhara tumhara
Sagar se gehera hai pyaar hamara
Sine mein dil dil mein dhadkan dhadkan
Mein tu hai samaya itne dino tadpi hu mein
Tab jake tujhko hai paya
Mere dil pe mere yaar ab hai tera ikhtiyar
Ab hai tera ikhtiyar
Sagar se gehera hai pyaar hamara
Sagar se gehera hai pyaar hamara
Ae mere dost kismat meri
Dekho hai kya rang layi
Ae mere dost kismat meri
Dekho hai kya rang layi
Apne milan ki root hasi
Barso ke hai baad aayi
Duriyo ko ab mita aa gale
Se laga jaa aa gale se lad jaa
Sagar se gehera hai pyaar hamara
Sagar se gehera hai pyaar hamara
Shamo sahar meri nazar
Karti hai deedar tera
Shamo sahar meri nazar
Karti hai deedar tera
Tere bina kya zindagi
Tu hi hai sansar mera
Ab na chahat hogi kam
Mene li hai ye kasam
Kam mene li hai ye kasam
Sagar se gehera hai pyaar hamara
Sagar se gehera hai pyaar hamara
Hum mar jayenge jee nahi payenge
Hum mar jayenge jee nahi payenge
Saath kabhi chhuta jo tumhara tumhara
Sagar se gehera hai pyaar hamara
Hum mar jayenge jee nahi payenge
Hum mar jayenge jee nahi payenge
Saath kabhi chhuta jo tumhara tumhara
Sagar se gehera hai pyaar hamara.



Writer(s): SAMEER, CHRISTOPHER ANTHONY REID, SHRAWAN RATHOD, CHRISTOPHER REID, BURRELL, RATHOD SHRAWAN


Alka Yagnik feat. S. P. Balasubrahmanyam - Musical Duos - Nadeem-Shravan
Album Musical Duos - Nadeem-Shravan
date of release
12-01-2016



Attention! Feel free to leave feedback.