Asha Bhosle - Mausam Machalta Hua Lyrics

Lyrics Mausam Machalta Hua - Asha Bhosle

Mausam machalata hua, dil hai uchhalata hua

Leke jiyaa mera piya, chupake se chalta hua

Dil ne dil se pyaar kiya
Dil ne dil se pyaar kiya
Ulafat ka iqaraar kiya
Dil bawalaa milne chalaa, girtaa-sanbhalta hua
Mausam machalata hua, dil hai uchhalata hua
Aaja raaja chai bahaar
Aaja raaja chai bahaar
Dil mein too hai sun le pukaar
Mausam nahin chal de kaheen, hum-tum ko chhaltaa hua
Mausam machalata hua, dil hai uchhalata hua
Mukhdaa tera shaam-salona
Mukhdaa tera shaam-salona
Mera dil hai tera khilonaa
Aaja kabhi meri gali, galiyaan badalata hua
Mausam machalata hua, dil hai uchhalata hua
Leke jiyaa mera piya, chupake se chalta hua
Mausam machalata hua, dil hai uchhalata hua

Writer(s): G S Nepali, S Mohinder

Attention! Feel free to leave feedback.