Asha Bhosle & Mohammed Rafi - Raat Ke Hamsafar - From "An Evening In Paris" Lyrics

Lyrics Raat Ke Hamsafar - From "An Evening In Paris" - Asha Bhosle & Mohammed Rafi




Raat ke hamasafar, thak ke ghar ko chale
Jhumti aa rahi he subah pyaar kii
Dekh kar saamne, rup kii roshni
Phir luti ja rahi he subah pyaar kii
Sone waalon ko hanskar jagaanaa bhi he
Raat ke jaagton ko sulaanaa bhi he
Detii he jaagane kii sadaa saath hi
Detii he he jaagane kii sadaa saath hi
Loriyaan ga rahi he subah pyaar kii
Raat ke hamasafar, thak ke ghar ko chale
Jhumti aa rahi he subah pyaar kii
Dekh kar saamne, rup kii roshni
Phir luti ja rahi he subah pyaar kii
Raat ne pyaar ke jam bhar kar die
Aankhon-aankhon se jo maine tumne pie
Hosh to ab talak jake laute nahin
Hosh to ab talak jake laute nahin
Or kya laa rahi he subah pyaar kii
Raat ke hamasafar, thak ke ghar ko chale
Jhumti aa rahi he subah pyaar kii
Dekh kar saamne, rup kii roshni
Phir luti ja rahi he subah pyaar kii
Kya-kya vaade hue kisne khai kasam
Is nayi raah par hamane rakhe kadam
Chup sakaa pyaar kab ham chhupaayen to kya
Chup sakaa pyaar kab ham chhupaayen to kya
Sab samaj paa rahi he subah pyaar kii
Raat ke hamasafar, thak ke ghar ko chale
Jhumti aa ha ha, aa ha ha
Pyaar kii
Pyaar kii
Pyaar kii




Attention! Feel free to leave feedback.