Atif Aslam - Kaun Hoon Main Lyrics

Lyrics Kaun Hoon Main - Atif Aslam



Aaaa...
Anjaani si khwaish hai, anjaana hai afsana (afsana ...)
Na meri koi manzil hai na koi hai thikana
Aaaa... Hoo
Anjaani si khwaish hai, anjaana hai afsana
Na meri koi manzil hai na koi hai thikana
Aaaa... Aaee... Aaaa...
Kaun hoon main kis ki mujhe talaash
Kaun hoon main kis ki mujhe talaash
In sooni sooni tanah raahon par
(Who am I, Who, Who am I)
Behke behke se palchin hai
Hosh mein bhi madhoshi hai
Na Na Na Na...
Mujhko sunayi deti hai ye kaisi khamoshi hai (Who, Who am I)
Behke behke se palchin hai
Hosh mein bhi madhoshi hai
Mujhko sunayi deti hai ye kaisi khamoshi hai
Aaaa... Aaee... Aaaa...
Kaun hoon main kis ki mujhe talaash
Kaun hoon main kis ki mujhe talaash
In sooni sooni tanah raahon par
Koi bhi to jaane na aalam meri tanhai ka
Peecha karta rehta hoon main to apni parchai ka
Aaaa...
Koi bhi to jaane na aalam meri tanhai ka
Peecha karta rehta hoon main to apni parchai ka
Oooo... Aaaa...
Kaun hoon main kis ki mujhe talaash
Kaun hoon main kis ki mujhe talaash
In sooni sooni tanah raahon par




Atif Aslam - Best of Atif Aslam
Album Best of Atif Aslam
date of release
01-01-2010




Attention! Feel free to leave feedback.