Attaullah khan Esakhelvi - Asan Haan Yaar Pardesi Lyrics

Lyrics Asan Haan Yaar Pardesi - Attaullah khan Esakhelvi



Meri Namaaz-E-Janaza Parhai Ghairoon Nai,
Maray Thay Jin K Liyeah Wo Rahay Wazoo Ker K
Intro Music...
Idhar Zindagi Ka Janaza Uthay Ga, (Here Life's Funeral Will Be Held)
Udhar Zindagi Un Ki Dulhan Banay Gi (There Life Will Become Their Bride)
Qayamat Say Pehlay Qayamat Hai Yaarab, (It's The Day Of Judgement Before The Day Of Judgement Oh Lord)
Mere Samnay Meri Dunya Lutay Gi (In Front Of Me My Life Will Be Looted)
Jawani Pay Meri Sitam Dhanay Waloon,
Zara Sooch Lo Kia Kahay Ga Zamana
Idhar Mairay Armaan Kafan Pehn Lain Gay
Udhar Un K Haathon Pay Mehndi Sajay Gi
Woh Parday K Peechay
Woh Parday K Peechay
Woh Parday K Peechay
Woh Parday K Peechay
Aaa (Sufi Chants...)
Yeh Pardadari Bhi Kia Tamasha
Mujhe Je Nawa Ker Aur Mujh He Say Parda
Abhi Say Zulf-E-Siyaah Barham, Un Ka Mijaaz Barham, Nigaah Barham
Yeah Kiyoon Na Fitna Uthay Ga Ik Din, Abhi To Kaafir Jawaan Nahi Daikho
Woh Parday K Peechay
Woh Parday K Peechay
Woh Parday K Peechay
Woh Parday K Peechay
Tera Naam Sun Ker Dil Adab Say Dharakta Hai
Haan'la K Tujhe Aankh Say Daikha Bhi Nahi Hai Mein Nai
Un K Deedar Ki Aarzo Na Karo, Un K Chehray Pay Acha Hai Purdah Rahay
Kar nigah ub apne rukh say sir ka jiyah, pori kya yeh jahan chal ja'ay ga
Woh Parday K Peechay
Woh Parday K Peechay
Woh Parday K Peechay
Woh Parday K Peechay
Woh Parday K Peechay Mein Parday K Aagay,
Na Woh Aain Gay Agay Na Mein Jaaon Peechay
Woh Aagay Barhein Gay To Kuch Bhi Na Hoga,
Mein Peechay Hatoon Ga To Dunya Hasay Gi
Azal Say Mohabbat Ki Dushman Hai Dunya
Kaheen Do Diloon Ko Milnay Na Dain Gay
Idhar Mairay Dil Per Khanjar Chalay Ga
Udhar Un K Maathay Per Bindiya Sajay Gi
Abhi Un K Hasnay K Din Hein Wo Hasn Lain
Abhi Mairay Ronay K Din Hein Mein Ro Loon
Magar Aik Din Un Ko Rona Paray Ga
K Jiss Din Meri Mayyat Uthay Gi
Idhar Zindagi Ja Rahi Hai
Idhar Zindagi Ja Rahi Hai
Idhar Zindagi Ja Rahi Hai
Idhar Zindagi Ja Rahi Hai
Aaa... (Sufi Chants)
Sakoon Kabhi Bhi Mayassar Nahi Hai Insaan Ko
Janazay Walay Bhi Kaandhay Badaltay Rehtay Hein
Yeah Phool Apni Latafat Ki Daad Pah Na Saka
Khila Zaroor Magar Khil K Muskara Na Saka
Idhar Zindagi Ja Rahi Hai
Idhar Zindagi Ja Rahi Hai
Idhar Zindagi Ja Rahi Hai
Idhar Zindagi Ja Rahi Hai...
Aaa (Sufi Chants)
Aisay Baydard Ho Tum Jin Pay Koi Zoor Nahi
Dil Chura Laitay Ho Phir Kehtay K Hum Chour Nahi
Zulm To Laakh Karo Hum To Seh He Lain Gay
Dil To Kamzoor Magar Pyaar To Kamzoor Nahi
Idhar Zindagi Ja Rahi Hai
Idhar Zindagi Ja Rahi Hai
Idhar Zindagi Ja Rahi Hai
Idhar Zindagi Ja Rahi Hai...
Aaa (Sufi Chants)
Chalay Bhi Aao...
Idhar Zindagi Ja Rahi Hai
Ey Qaasid Payam-E-Shouq Ko Itna Na Ker Itna Taweel
Kehna Faqat Yeh Un Say Aankhein Taras Gayi Hein, Aaja
Idhar Zindagi Ja Rahi Hai
Idhar Zindagi Ja Rahi Hai
Idhar Zindagi Ja Rahi Hai
Idhar Zindagi Ja Rahi Hai...
Aaa (Sufi Chants)
Chalay Bhi Aao...
Idhar Zindagi Ja Rahi Hai
Chalay Bhi Aao Ke Mairaj-E-Ishq Ho Jaye
Aaj Raat Akela Hoon Mein Khuda Ke Tarah
Idhar Zindagi Ja Rahi Hai
Idhar Zindagi Ja Rahi Hai
Idhar Zindagi Ja Rahi Hai
Idhar Zindagi Ja Rahi Hai...
Chalay Jana Tha Hum Nai
Aakhirat Koi Baat Kar Laitay
Mere Janay Ke Baad
Phir Qabar Pe Sir Rakh Ke Na Rona
Idhar Zindagi Ja Rahi Hai
Idhar Zindagi Ja Rahi Hai
Idhar Zindagi Ja Rahi Hai
Idhar Zindagi Ja Rahi Hai...
Sajna!
Tum He Tum Ho Mere
Tum Ko He Chahta Hoon
Tu Bhi Jahan Choor Day Deewanay Ki Khaatir
Idhar Zindagi Ja Rahi Hai
Idhar Zindagi Ja Rahi Hai
Idhar Zindagi Ja Rahi Hai
Idhar Zindagi Ja Rahi Hai...
Aaa
Chaman Walo... Chaman Ke Rung-O-Bo Ne Is Qadar Dhokay Diyeh Mujh Ko
Ke Mein Ne Zoq-E-Gul Bosi Mein Kaanton Pe Zubaan Rakh Di
Ey Chaman Walo Khuda Hafiz, Tafas Se Lay Chali Gardish
Badan Mein Jab Andhera Ho, To Mera Ghar Jala Daina
Idhar Zindagi Ja Rahi Hai
Idhar Zindagi Ja Rahi Hai
Idhar Zindagi Ja Rahi Hai
Idhar Zindagi Ja Rahi Hai...
Waqt-E-Aakhir Hai
Waqt-E-Aakhir Hai Chalay Aao Ziarat Ker Loon
Waqt-E-Aakhir Hai Chalay Aao Ziarat Ker Loon
Phir Khuda Chanay? Rahay Ya Na Rahay Hoosh Mujhe
Idhar Zindagi Ja Rahi Hai
Idhar Zindagi Ja Rahi Hai
I



Writer(s): Attaullah Khan Essakhailvi


Attaullah khan Esakhelvi - Mast Mast
Album Mast Mast
date of release
01-01-1996




Attention! Feel free to leave feedback.