Farida Khanum - Ghazab Kiya Tere Wade Pe Aitbaar Kiya Lyrics
Farida Khanum Ghazab Kiya Tere Wade Pe Aitbaar Kiya

Ghazab Kiya Tere Wade Pe Aitbaar Kiya

Farida Khanum


Lyrics Ghazab Kiya Tere Wade Pe Aitbaar Kiya - Farida Khanum




Gazab kiya tere waade pe
Eetbaar kiya
Gazab kiya tere waade pe
Eetbaar kiya
Tamam raat qayamat ka intezaar kiya
Gazab kiya tere waade pe
Hum aise mehdein nazaaran na the
Ki ho shatah
Magar tumhaare taghafal ne
Hoshiya haar kiya
Magar tumhaare taghafal ne
Hoshiya haar kiya
Gazab kiya tere waade pe
Ye dil kotaab kahan hai
Ki ho maalandez
Unhone waada kiya humne
Eetbaar kiya
Unhone waada kiya humne
Eetbaar kiya
Gazab kiya tere waade pe
Tujhe toh waada-e-deedar humse karna tha
Ye kya kiya ke jahaan ko
Umeedwaar kiya
Ye kya kiya ke jahaan ko
Umeedwaar kiya
Gazab kiya tere waade pe
Na poochhe dil ki haqeeqat
Magar ye kehte hain
Woh beqaraar rahe jisne
Beqaraar kiya
Woh beqaraar rahe jisne
Beqaraar kiya
Gazab kiya tere waade pe
Eetbaar haar kiya
Tamam raat qayamat ka intezaar kiya
Gazab kiya tere waade pe



Writer(s): Daagh Dehlvi, Farida Khanum, Global Rhythm Limited, Nav Records Private Ltd


Attention! Feel free to leave feedback.