Ghulam Ali - Meri Nazar Se Na Lyrics

Lyrics Meri Nazar Se Na - Ghulam Ali




Iska rona nahi, kyun tumne kiya dil barbaad?
Iska rona nahi, nahi...
Iska rona nahi...
Iska rona nahi, kyun tumne kiya dil barbaad?
Iska gham hai ki bahut der mein barbaad kiya
Meri nazar se na ho duur ek pal ke liye
Meri nazar, meri nazar, nazar, nazar, nazar...
Meri nazar se na ho duur ek pal ke liye
Tera wajud hai laazim meri ghazal ke liye
Meri nazar, meri nazar, nazar, nazar, nazar...
Meri nazar se na ho duur ek pal ke liye
Tera wajud hai laazim meri ghazal ke liye
Meri nazar, meri nazar, meri nazar, nazar...
Haan, meri nazar se na ho duur ek pal ke liye
Tera wajud hai laazim meri ghazal ke liye
Meri nazar se na ho duur ek pal ke liye
Kahaan se dhoondh ke laaoon charaag se vo badan?
Kahaan, kahaan, kahaan se, kahaan, kahaan...
Kahaan se dhoondh ke, kahaan se, kahaan se...
Kahaan, kahaan...
Kahaan se dhoondh ke laaoon?
Kahaan se dhoondh ke laaoon charaag se vo badan?
Taras gayi hain nigaahein kanwal-kanwal ke liye
Taras gayi hain nigaahein kanwal-kanwal ke liye
Tera wajud hai laazim meri ghazal ke liye
Meri nazar se na ho duur ek pal ke liye
Mashallah
Haan, ye kaisa tajurba mujhko hua hai aaj ki raat
Haan, ho, ho, ho, ho, ho, ho...
Ye kaisa tajurba mujhko, ye kaisa tajurba...
Ye kaisa tajurba mujhko hua hai aaj ki raat
Bacha ke dhadkanein rakh li hain maine kal ke liye
Bacha ke dhadkanein rakh li hain maine kal ke liye
Tera wajud hai laazim meri ghazal ke liye
Meri nazar se na ho duur ek pal ke liye
Kya bemurawat khalk hai, khalk hai, hai, hai, hai...
Kya bemurawat khalk hai sab jama hain Bismil ke paas
Tanha mera qaatil raha koyi nahi qaatil ke pass
Qateel zakhm sahoon aur muskurata rahoon
Qateel, Qateel, Qateel, Qateel...
Qateel zakhm sahoon aur muskurata rahoon
Bane hain daayre kya-kya mere amal ke liye
Bane hain daayre kya-kya mere amal ke liye
Tera wajud hai laazim meri ghazal ke liye
Meri nazar se na ho duur ek pal ke liye




Attention! Feel free to leave feedback.
//}