Good Morning - Run Lyrics

Lyrics Run - Good Morning



Bheegi bheegi sadkon pe main
Tera intezaar karun
Dheere dheere dil ki zameen ko
Tere hi naam karun
Khudko main yoon kho doon
Ke phir na kabhi paaun
Haule haule zindagi ko
Ab tere hawaale karun
Sanam re, sanam re
Tu mera sanam hua re
Sanam re, sanam re
Tu mera sanam hua re
Karam re, karam re
Tera mujhpe karam hua re
Sanam re, sanam re
Tu mera sanam hua re
O ho...
Tere kareeb jo hone laga hoon
To toote saare bharam re
Sanam re, sanam re
Tu mera sanam hua re
Sanam re, sanam re
Tu mera sanam hua re
O ho...
Baadalon ki tarah hi toh
Tune mujhpe saaya kiya hai
Baarishon ki tarah hi toh
Tune khushiyon se bhigaya hai
Aandhiyon ki tarah hi toh
Tune hosh ko udaaya hai
Mera muqaddar sanwara hai yoon
Naya savera jo laaya hai tu
Tere sang hi bitaane hain mujhko
Mere saare janam re
Sanam re, sanam re (sanam re.)
Tu mera sanam hua re
Sanam re, sanam re (sanam re.)
Tu mera sanam hua re
Karam re, karam re (karam re.)
Tera mujhpe karam hua re
Sanam re, sanam re (sanam re.)
Tu mera sanam hua re
O ho...
Mere sanam re mera hua re
Tera karam re mujhpe hua ye Main rahoon ya na rahoon
Tum mujh mein kahin baaki rehna
Mujhe neend aaye jo aakhiri
Tum khwabon mein aate rehna
Bas itna hai tumse kehna
Main rahoon ya na rahoon
Tum mujhme kahin baaki rehna
Kisi roz baarish jo aaye
Samajh lena boondon mein main hoon
Subah dhoop tumko sataaye
Samajh lena kirno mein main hoon
Kuch kahun ya na kahun
Tum mujhko sada sunte rehna
Bas itna hai tumse kehna
Hazaar baar socha, keh doon
Ki friend nahi meri girlfriend hai tu
Par sapne toot jaane ka darr
Kabhi dil se gaya hi nahi
Hawaaon mein lipta hua main
Guzar jaaunga tumko chhu ke
Agar mann ho to rok lena
Thehar jaaunga in labon pe
Main dikhu ya na dikhu
Tum mujhko mehsoos karna
Bas itna hai tumse kehna
Hmm.
Bas itna hai tumse kehna
Main rahun ya na rahun
Tum mujh mein kahin baaki rehna Aankhon ke panno pe
Maine likha tha sau dafaa
Lafzon mein jo ishq tha
Hua naa hothon se bayaan
Khud se naraaz hoon
Kyun be-aawaaz hoon
Meri khamoshiyan hain sazaa
Dil hai yeh sochta
Phir bhi nahi pataa
Kis haq se kahun bataa
Ke Main Hoon Hero Tera
(Main hoon hero hero tera)
Raahon mein bhi, har kadam
Main tere saath chala
Haathon mein thhe ye haath magar
Phir bhi rahaa faasla
Seene mein hain chhupe
Ehsaas pyaar ke
Bin kahe tu sun le zaraa
Dil hai yeh sochta
Phir bhi nahi pataa
Kis haq se kahun pataa.
Ke main hoon hero tera
Teri wajah se hai mili
Jeene ki sab khwahishein
Paa loon tere dil mein jagah
Hai yeh meri koshishein
Main bas tera banu
Bin tere naa rahun
Maine toh maangi hai yeh duaa
Dil hai yeh sochta
Phir bhi nahi pataa
Kis haq se kahun bata.
Ki Main Hoon Hero Tera Jism se rooh tak, hai tumhare nishaan
Bann gaye tum meri zindagi
Jism se rooh tak, hai tumhare nishaan
Bann gaye tum meri zindagi
Jab se tum ho mile, jaan o dil hain khile
Tumse baa basta hai, har khushi
Tum ho mera pyar, tumse hai qaraar
Tumko hi basaaya maine yaadon mein
Tumse hai nashaa, tumse hai khumaar
Tumko hi sajaya maine khwaabon mein
Tum ho mera pyar, tumse hai qaraar
Tumko hi basaaya maine yaadon mein
Jab mile nahin thhe tum
Naa thi khushiyan na gham
Tum mile toh badle zindagi ke yeh mausam
Ho sunn raha hai jo dua
Mera rab hai tujh mein
Har jagah tha kuch kam
Mila mujhe sab tujh mein
Raat din dekhna tujhko aadat meri
Yun tujhe chaahana hai ibaadat meri
Tum ho mera pyar, tumse hai qaraar
Tumko hi basaaya maine yaadon mein
Tumse hai nashaa, tumse hai khumaar
Tumko hi sajaya maine khwaabon mein
Tum ho mera pyar, tumse hai qaraar
Tumko hi basaaya maine yaadon mein
Jism se rooh tak, hai tumhare nishaan
Bann gaye tum meri zindagi
Aankhein sehra meri, tu hai bheega ik baadal
Meri khwaishon mein tu, teri liye main paagal
O ho tu hai behti nadi, dooba dooba main sahil
Main hoon tujhme fanaa, tu hi mera hai haasil
Jab se tu o sanam, meri baahon mein hai
Ik ujaala sa dil, ki panaahon mein hai
Tum ho mera pyar, tumse hai karaar
Tumko hi basaaya maine yaadon mein
Tumse hai nasha, tumse hai khumaar
Tumko hi sajaya maine khwaabon mein
Shaayaron se lafz leke thode se udhaar
Bolna ye chahta hun dil se tumko yaar
Ho raha tha, ho gaya hai halka sa khumaar
Koi naa raha hai dil pe apne zor
Love me thoda aur!
Let me tell you tonight
When the stars are shining bright
Love me thoda aur!
Just take my hand in your hand
And then don't you let it go
Love me thoda aur!
All I need is the time
When I promise that you'll be mine*
Love me thoda aur!
With you by my side
I know I'll be fine
O ho ho o...
Teri baaton ki pyaari si, meethi si khushboo main leke saath mein
Muskuraata sa, neendon se, khwabon se milta hoon main to raat mein
Yeh adaa hai nayi
Yeh adaa aa gayi
Tu jo mila, kabhi na kiya tha
Khud pe itna gaur
Love me thoda aur!
Let me tell you tonight
When the stars are shining bright
Love me thoda aur!
Just take my hand in your hand
And then don't you let it go
Love me thoda aur!
All I need is the time
When I promise that you'll be mine*
Love me thoda aur!
With you by my side
I know I'll be fine
Tum ho ya na ho
Lagta hai jaise ki ab tum hi to ho
Har ghadi ho. milta tumse hoon
Jitna main utni hi milne ki wajah hai badhi
Milne ki koshishein,
Pyar ki khwahishein hoti rahein
Tujhe dekh ke hai saansein karti shor
Love me thoda aur!
Let me tell you tonight
When the stars are shining bright
Love me thoda aur!
Just take my hand in your hand
And then don't you let it go
Love me thoda aur!
All I need is the time
When I promise that you'll be mine*
Love me thoda aur!
With you by my side
I know I'll be fine Hum tere bin ab reh nahi sakte
Tere bina kya wajood mera x (2)
Tujh se juda gar ho jaayenge
To khud se hi ho jaayenge juda
Kyun ki Tum hi ho, ab tum hi ho
Ki zindagi ab tum hi ho
Chain bhi, mera dard bhi
Meri aashiqui ab tum hi ho
Tera mera rishta hai kaisa
Ek pal door gawara nahi
Tere liye har roz hain jeete
Tujhko diya mera waqt sabhi
Koi lamha mera na ho tere bina
Har saans pe naam tera
Kyun ki tum hi ho, ab tum hi ho
Zindagi ab tum hi ho
Chain bhi, mera dard bhi
Meri aashiqui ab tum hi ho
Tum hi ho, tumhi ho
Tere liye hi jiyaa main
Khud ko jo yoon de diya hai
Teri wafaa ne mujhko sambhala
Saare gamon ko dil se nikaala
Tere sath mera hai naseeb judaa
Tujhe paa ke adhoora na raha
Kyun ki tum hi ho, ab tum hi ho
Zindagi ab tum hi ho
Chain bhi, mera dard bhi
Meri aashiqui ab tum hi ho
Kyun ki tum hi ho, ab tum hi ho
Zindagi ab tum hi ho
Chain bhi, mera dard bhi
Meri aashiqui ab tum hi ho Dil kyun yeh mera shor kare
Dil kyun yeh mera shor kare
Idhar nahi
Udhar nahi
Teri Ore Chale
Dil kyun yeh mera shor kare
Idhar nahi
Udhar nahi
Teri Ore Chale
Zara der main
Yeh kya ho gaya
Nazar milte hi
Kahan kho gaya
Zara der main
Yeh kya ho gaya
Nazar milte hi
Kahan kho gaya
Bheed mein logo ki woh hain wahan
Aur pyaar ki mele mein akela Kitna hoon mein yahan
Dil kyun yeh mera shor kare
Dil kyun yeh mera shor kare
Idhar nahi
Udhar nahi
Teri ore chale
Shuru ho gai kahani meri
Mere dil ne baat na mani meri
Shuru ho gai kahani meri
Mere dil ne baat na mani meri
Had se bhi aaghe yeh guzar hi gaya
Khud bhi pareshan hua
Aur mujhko bhi yeh kar gaya
Dil kyun yeh mera shor kare
Dil kyun yeh mera shor kare
Idhar nahi
Udhar nahi
Teri ore chale Muhabbat barsa dena tu,
Sawan aaya hai Tere aur mere milne ka,
Mausam aaya hai Muhabbat barsa dena tu,
Sawan aaya hai Tere aur mere milne ka,
Mausam aaya hai Sab se chhipa ke tujhe,
Sine se lagana hai Pyar me tere hadd se,
Guzar jaana hai Itna pyar kisi pe pehli baar aaya hai Kyon ik pal ki
Bhi judaai sahi jaaye naa Kyun har subah tu meri Saason mein samaaye
Naa Aa jana tu mere paas Doonga itna pyaar main Kitni raat ghuzaari
Hai tere intezaar me Kaise bataaun jazbaat ye mere Maine khud se bhi
Jiyada tujhe chaha hai Sab kuch chod ke aana too,
Saawan aaya hai Tere aur mere milne ka mausam aaya hai Sab se chhipa
Ke tujhe, sine se lagana hai Pyar me tere hadd se,
Guzar jaana hai Itna pyar kisi pe pehli baar aaya hai Muhabbat barsa
Dena tu, sawan aaya hai Tere aur mere milne ka,
Mausam aaya hai Muhabbat barsa dena tu,
Sawan aaya hai Tere aur mere milne ka,
Mausam aaya hai tenu itna main pyaar karaan ik pal vich sau baar
Karaan tu jaave je mainu chhad ke maut da intezaar karaan ke tere
Liye duniya chhod di hai tujhpe hi saans aake ruke main tujhko kitna
Chahta hoon ye tu kabhi soch na sake ke tere liye duniya chhod di hai
Tujhpe hi saans aake ruke main tujhko kitna chahta hoon ye tu kabhi
Soch na sake kuch bhi nahi hai ye jahaan tu hai toh hai isme zindagi
Kuch bhi nahi hai ye jahaan tu hai toh hai isme zindagi ab mujhko
Jaana hai kahaan ke tu hi safar hai aakhiri ke tere bina jeena mumkin
Nahin na dena kabhi mujhko tu faasley main tujhko kitna chahti hoon
Ye tu kabhi soch na sake tere liye duniya chhod di hai tujhpe hi
Saans aake ruke main tujhko kitna chahta hoon ye tu kabhi soch na
Sake aankhon ki hai yeh khwahishe ki chehre se teri na hate neendon
Mein meri bas tere khwabon ne li hai karwate ki teri ore mujhko leke
Chalein ye duniya bhar ke sab raaste main tujhko kitna chahta hoon ye
Tu kabhi soch na sake tere liye duniya chhod di hai tujhpe hi saans
Aake ruke main tujhko kitna chahta hoon ye
Tu kabhi soch na sake Yahin doobe din mere
Yahin hote hain savere
Yahin marna aur jeena
Yahin Mandir aur Madeena...
Teri galiyan... galliyan teri, galliyan.
Mujhko bhaavein galiyan, teri galliyan
Teri galiyan... galiyaan teri, galliyan.
Yuhin tadpavein, galliyan teri, Galliyan...
Tu meri neendo me sota hai
Tu mere ashqo mein rota hai
Sargoshi si hai khayalon mein
Tu na ho, phir bhi tu hota hai
Hai sila. tu mere dard ka
Mere dil ki duaayein hain.
Teri galiyan... galliyan teri, galliyan.
Mujhko bhaavein galiyan, teri galiyan
Teri galiyan... galiyaan teri, galliyan.
Yuhin tadpaavein, galliyan teri, galliyan.
Kaisa hai rishta tera-mera
Be-chehra phir bhi kitna gehra
Ye lamhe, lamhe ye resham se
Kho jaayein. kho na jaayein humse
Kaafila. waqt ka. rok le.
Abr se juda na ho
Teri galliyan... galliyan teri galliyan.
Mujhko bhaave galiyan teri galiyan
Teri galiyan... galiyaan teri galliyan.
Yuhin tadpaave galliyan teri galliyan.
Galliyan...
Teri galliyan.
Tadpaavein Ishq ki dhooni roz jalaaye
Uthta dhuaan toh kaise chhupaaye
Ho akhiyaan kare jee hazoori
Maange hai teri manzoori
Kajra siyaahi, din rang jaaye
Teri kastoori rain jagaaye
Man mast magan, man mast magan
Bas tera naam dohraaye
Man mast magan, man mast magan
Tera naam dohraaye
Chaahe bhi toh bhool na paaye
Man mast magan, man mast magan
Bas tera naam dohraaye
Man mast magan, man mast magan
Tera naam dohraaye
Jogiya jog lagake
Makhra rog lagaa ke
Ishq ki dhooni roz jalaaye
Uthta dhuaan toh kaise chhupaaye
Man mast magan, man mast magan
Bas tera naam dohraaye
Man mast magan, man mast magan
Bas tera naam dohraaye
Chaahe bhi toh bhool na paaye
Man mast magan, man mast magan
Bas tera naam dohraaye
Man mast magan, man mast magan
Tera naam. bas tera naam dohraaye
Odh ke dhaani reet ki chaadar
Aaya tere shehar mein Ranjha tera
Duniya zamaana, jhoota fasaana
Jeene marne ka waada saancha mera
Ho. sheesh-mehal na mujhko suhaaye
Tujh sang sookhi roti bhaaye
Man mast magan, man mast magan
Bas tera naam dohraaye
Man mast magan, man mast magan
Bas tera naam dohraaye
Chaahe bhi toh bhool na paaye
Man mast magan, man mast magan
Bas tera naam dohraaye
Man mast magan, man mast magan
Tera naam. dohraye Gali Mein Maare Phere
Paas Aane Ko Mere
Gali Mein Maare Phere
Paas Aane Ko Mere
Kabhi Parakhta Nain Mere Tu
Kabhi Parakhta Tor
Kabhi Parakhta Nain Mere Tu
Kabhi Parakhta Tor
Ambarsariya Mundave Kachiya
Kaliyaan Na Tod
Ambarsariya Mundave Kachiya
Kaliyaan Na Tod
Teri Maan Ne Bole Hain Mujhe
Teekhe Se Bol
Teri Maan Ne Bole Hain Mujhe
Teekhe Se Bol
Ambarsariya.
Ho Ambarsariya.
Main Kaliyon Ke Jaisi
Meri Alhad Umar Niyadi
Chhoti Si Yeh Jaan Meri
Aur Joban Behta Paani
Main Kaliyon Ke Jaisi
Meri Alhad Umar Niyadi
Chhoti Si Yeh Jaan Meri
Aur Joban Behta Paani
Jab Se Chadhi Jawaani
Dhoondhti Dil Da Haani
Jab Se Chadhi Jawaani
Dhoondhti Dil Da Haani
Main Anjani Ko Ye Pani
Le Na Jaave Rod
Ambarsariya Mundave Kachiya
Kaliyaan Na Tod
Ambarsariya Mundave Kachiya
Kaliyaan Na Tod
Teri Maan Ne Bole Hain Mujhe
Teekhe Se Bol
Teri Maan Ne Bole Hain Mujhe
Teekhe Se Bol
Ambarsariya.
Ambarsariya.
Ho.O.Gori Gori Meri Kalai
Haaye.Ho Gori Gori Meri Kalai
Choodiyaan Kaali Kaali
Main Sharmati Roz Lagati
Kaajal Surma Laali
Nahin Main Surma Paada
Dhoop Na Main Chamkaana
Nahin Main Surma Paada
Dhoop Na Main Chamkaana
Nain Nasheele Ho Agar Toh
Surmaiti Ki Lod
Ambarsariya Mundave Kachiya
Kaliyaan Na Tod
Ambarsariya Mundave Kachiya
Kaliyaan Na Tod
Teri Maan Ne Bole Hain Mujhe
Teekhe Se Bol
Teri Maan Ne Bole Hain Mujhe
Teekhe Se Bol
Ambarsariya.
Ho Ambarsariya Kondal vannanaik kovalanay venney
Unda vayan en, Ullam kavarndhanai
Andar kon ani arangkan en amudhinaik
Andar kon ani arangkan en amudhinaik
Kanda kangal marronrinaik kanave
Bann ke titli dil uda uda uda hai
Kahin doooor...
Bann ke titli dil uda uda uda hai
Kahin doooor...
Chal ke khushboo se juda juda juda hai
Kahin doooor...
Haadse ye kaise
Unsune se jaise choome adheron ko
Koi Nooor...
Bann ke titli dil uda uda uda hai
Kahin doooor...
Sirf keh jaaun ya
Aaasmaan pe likh doo
Teri taarifon mein
Chashme Baddoor...
Bann ke titli dil uda uda uda hai
Kahin doooor...
Chal ke khushboo se juda juda juda hai
Kahin doooor...
Kondal vannanaik kovalanay venney
Unda vayan en
Ullam kavarndhanai
Andar kon ani arangkan en amudhinaik
Kanda kangal marronrinaik kanave
Bhoori bhoori aankhein teri
Kankhiyon se tez teer kitne chhode
Dhaani dhaani baatein teri
Udte-phirte panchhiyon ke rukh bhi mode
Adhoori thi zara si
Main poori ho rahi hoon
Teri saadagi mein hoke choor
Bann ke titli dil uda uda uda hai, kahin door
Chal ke khushboo se juda juda juda hai
Kahin door...
Raatein gin ke
Neendein bun ke
Cheez kya hai khwaabdaari hum ne jaani
Tere sur ka saaz ban ke
Hoti kya hai raagdaari hum ne jaani
Jo dil ko bhaa rahi hai
Woh teri shayari
Ya koi shayarana hai fitoor.
Bann ke titli dil uda uda uda hai
Kahin doooor...
Chal ke khushboo se juda juda juda hai
Kahin doooor...
Haadse ye kaise, unsune se jaise
Choome adheron ko, koi Noor.
Bann ke titli dil uda uda uda hai, kahin door.
Sirf keh jaaun ya
Aaasmaan pe likh doo
Teri taarifon mein
Chashme Baddoor...
Kondal vannanaik kovalanay venney
Unda vayan en, Ullam kavarndhanai
Andar kon ani arangkan en amudhinaik
Andar kon ani arangkan en amudhinaik
Kanda kangal marronrinaik kanave Kehte
Hain Khuda ne is jahan mein sabhi ke liye
Kisi na kisi ko hai banaya har kisike liye
Tera milna hai us Rab ka ishara maano
Mujhko banaya tere jaise hi kisi ke liye
Kehte hain Khuda ne is jahan mein sabhi ke liye
Kisi na kisi ko hai banaya har kisike liye
Tera milna hai us Rab ka ishara maano
Mujhko banaya tere jaise hi kisi ke liye
Kuchh to hai tujhse Raabta
Kuchh to hai tujhse raabta
Kaise hum jaanein humein kya pata
Kuchh to hai tujhse raabta
Tu humsafar hai, phir kya fikar hai
Jeene ki wajah hi yahi marna isi ke liye
Kehte hain Khuda ne is jahan mein sabhi ke liye
Kisi na kisi ko hai banaya har kisike liye
Meharbani jaate jaate mujh pe kar gaya
Ghuzarta sa lamha ek daman bhar gaya
Tere nazara mila, roshan sitara mila
Taqdeer ki kashtiyon ko kinara mila
Sadiyon se tarse hain jaisi zindagi ke liye
Teri sohbat mein duayein hain usi ke liye
Tere milna hai us rab ka ishara maano
Mujhko banaya tere jaise hi kisi ke liye
Kuchh to hai tujhse raabta
Kuchh to hai tujhse raabta
Kaise hum jaanein humein kya pata
Kuchh to hai tujhse raabta
Tu humsafar hai, phir kya fikar hai
Jeene ki wajah hi yahi marna isi ke liye
Kehte hain Khuda ne is jahan mein sabhi ke liye
Kisi na kisi ko hai banaya har kisike liye Le lawaan main jind vech ke
Je mera sajan mill jaaye
Aaye jaaye dil teri janib
Aana jaana lagta hai wajib
Ishq mein tere dil hai musafir
Bhoola dhadkane teri khatir
Hai ye waaste tere haazir
Ishq mein tere dil hai musafir
Neendein bhi le gaye
Mujhe yun de gaye
Bechainiyan. bechainiyan.
Aaye jaaye dil teri janib
Aana jaana lagta hai wajib
Dil musafir hai tere ishq mein
Din dhadakne lage hain tujh mein
Saans lene lagi hain raatein
Kal talak lafz bhi nahi thhe
Aaj hone lagi hain baatein
Ho.
Din dhadakne lage hain tujh mein
Saans lene lagi hain raatein
Kal talak lafz bhi nahi thhe
Aaj hone lagi hain baatein
Meri tu ho gayi
Tabhi toh kho gayi
Tanhaiyaan. tanhaiyaan.
Aaye jaaye dil teri janib
Aana jaana lagta hai wajib
Dil musafir hai tere ishq mein
Bin tere ye jahaan ab nahin
Tu hai jahaan Rab hai wahin
Tu hai toh hai maayne mere
Warna koi mera matlab nahi
Yaadon mein hai tu hi
Khwabon mein hai teri
Parchaiyaan... parchaiyaan.
Aaye jaaye dil teri janib
Aana jaana lagta hai wajib
Dil musafir hai tere ishq mein
Paani chhan vicho kaa pita
Ve tere vicho Rab disda
Tenu sajda ee taa kita
Aaye jaaye dil teri janib
Aana jaana lagta hai wajib
Ishq mein tere dil hai musafir
Bhoola dhadkane teri khatir
Hai ye waaste tere haazir
Ishq mein tere dil hai musafir
Neendein bhi le gaye
Mujhe yun de gaye
Bechainiyan. bechainiyan.
Aaye jaaye dil teri janib
Aana jaana lagta hai wajib
Dil musafir hai tere ishq mein
Din dhadakne lage hain tujh mein
Saans lene lagi hain raatein
Kal talak lafz bhi nahi thhe
Aaj hone lagi hain baatein
Teri main ho gayi
Tabhi toh kho gayi
Tanhaiyaan. tanhaiyaan.
Aaye jaaye dil teri janib
Aana jaana lagta hai wajib
Dil musafir hai tere ishq mein
Bin tere ye jahaan ab nahin
Tu hai jahaan Rab hai wahin
Tu hai toh hai maayne mere
Warna koi mera matlab nahi
Yaadon mein hai tu hi
Khwabon mein hai teri
Parchaiyaan... parchaiyaan.
Aaye jaaye dil teri janib
Aana jaana lagta hai wajib
Dil musafir hai tere ishq mein Manwa laage. o manwa laage
Laage re sanware
Laage re sanware
Le tera hua jiya ka, jiya ka, jiya ka ye gaanv re
Manwa laage. o manwa laage
Laage re sanware
Laage re sanware
Le khela maine jiya ka, jiya ka, jiya ka
Hai daav re
Musaafir hoon main door ka
Deewana hoon main dhoop ka
Mujhe na bhaye. na bhaye, na bhaye chaanv re
Manwa laage. o manwa laage
Laage re sanware
Laage re sanware
Le tera hua jiya ka, jiya ka, jiya ka ye gaanv re
Hey hey...¸¸.•*¨*•??
Aisi kaisi boli tere naino ne boli
Jaane kyon main doli
Aisa lage teri ho li main, tu mera.
Mm. Tune baat kholi kacche dhaago me piro li
Baaton ki rangoli se na khelun aise holi main
Naa tera.
O. kisi ka toh hoga hi tu
Kyun na tujhe main hi jeetun
Khule khabon me jeete hain, jeete hain baawre
Mann ke dhaage, o mann ke dhaage
Dhaage pe saanwre
Dhaage pe saanwre
Hai likha mene tera hi, tera hi, tera hi to naam re
Ras bundiya nayan piya raas rache
Dil dhad dhad dhadke shor mache
Yun dekh sek sa lag jaaye
Main jal jaaun bas pyaar bache
Aise dore daale kaala jaadu naina kaale
Tere main hawaale hua seene se laga le
Aa. main tera...
O. dono dheeme dheeme jalein
Aaja dono aise milein
Zameen pe laage, na tere, na mere paanv re
Manva laage. manva laage
Laage re sanware
Laage re sanware
Le tera hua jiya ka, jiya ka, jiya ka ye gaanv re
Rahoon main tere naino ki, naino ki,
Naino ki hi chaanv re...
Le tera hua jiya ka, jiya ka, jiya ka ye gaanv re
Rahoon main tere naino ki, naino ki,
Naino ki hi chaanv re Tere bin, tere bin
Tere bin, tere bin
Tera bina marna nahi
Jeena nahi tere bin
Tere bin, tere bin.
Pa pa pa...
Bawre piya laage na jiya
Dekho mera mann jalta diya
Jalta diya bujhe na piya
Bujhe na piya jalta diya
Hmm mm.
Tera bina marna nahi
Jeena nahi tere bin
Tere bin, tere bin
Pa pa pa.
Bawre piya laage na jiya
Dekho mera mann jalta diya
Jalta diya bujhe na piya
Bujhe na piya jalta diya
Hmm mm.
Tera bina marna nahi
Jeena nahi tere bin
Tere bin, tere bin
Tere bin, tere bin.
Tera bina marna nahi
Jeena nahi tere bin
Tere bin, tere bin is lamhe ko rok doon ya main khud ko is me jhonk
Doon kya karun kya karun kya karun is lamhe main kuchh bhi jaanu na
Naina naina laage naina naina laage naina naina laage naina naina
Laage tose naina jab se mile tose naina jab se mile ban gaye silsile
Tose naina jab se mile tose naina jab se mile ban gaye silsile tose
Naina jab se mile o sudh-budh khoyi hai khoyi maine haan jaan ganwaai
Ganwaai maine haan tujhko basaya hai dhadkan me saanware o sudh-budh
Khoyi hai khoyi maine haan jaan ganwaai ganwaai maine haan tujhko
Basaya hai dhadkan me saanware tose naina jab se mile tose naina jab
Se mile ban gaye silsile naina naina laage naina naina laage naina
Naina laage naina naina laage khud ko kho kar tujhko paya is tarah se
Mujhko jeena aaya o khud ko kho kar tujhko paya is tarah se mujhko
Jeena aaya teri lagan me sab hai ganwaya is tarah se mujhko jeena
Aaya teri hansi meri khushi meri khushi tu hi tose naina jab se mile
Tose naina jab se mile ban gaye silsile naina naina
Laage naina nai na laage naina naina laage naina naina laage



Writer(s): Liam Parsons, Stefan Blair


Good Morning - Basketball Breakups
Album Basketball Breakups
date of release
04-10-2019




Attention! Feel free to leave feedback.