Iqbal Bano - Dashtetanhai Mein Ae Lyrics

Lyrics Dashtetanhai Mein Ae - Iqbal Bano

Dashit tanhaai main aye jaan jahaan larazaan hain

Teri aawaaz ke say tare honton ke saraab
Dashit tanhaai main duuri ke khas va khak tale
Khul rahe hain tare pahalu ke suman or gulab

Dashit tanhaai main
Uth rahi hai kahin kurbat se tri saans kii aanch

Apni khushboo main sulagati hui maddham maddham
Daur afq paar chamakati hui qataraa qataraa
Gir rahi hai tri dil daar nazar kii shabnam

Is kadar pyaar se aye jaan jahaan rakha hai

Dil ke rukhsar pa is vakt tri yaad ne haath
Yun gumaan hota hai garache hai abhi subah firaaq
Dhal gaya hajar kaa din aa bhi gai vasal kii raat

Attention! Feel free to leave feedback.