Lyrics Ek Purana Mausam Lauta - Jagjit Singh
Subah
subah
ik
khwab
ki
Dastak
par
darwaza
khola
dekha
Sarhad
ke
us
paar
se
Kuchh
mehmaan
aaye
hain
Aankhon
se
maanoos
the
saarey
Chehre
saarey
sune
sunaaye
Paanv
dhoye
haath
dhulaye
Aangan
mein
aasan
lagwaaye
Aur
tandoor
pe
makki
ke
Kuchh
mote
mote
rot
pakaye
Potli
mein
mehmaan
mere
Pichhale
saalon
ki
Faslon
ka
gud
laaye
the
Aankh
khuli
to
dekha
Ghar
mein
koi
nahin
tha
Haath
lagakar
dekha
to
tandoor
Abhi
tak
bujha
nahin
tha
Aur
hothon
pe
meethe
gud
ka
Jaayka
ab
tak
chipak
raha
tha
Khwab
tha
shayad!
Khwab
hi
hoga!
Sarhad
par
kal
raat
suna
hai
chali
thi
goli
Sarhad
par
kal
raat
suna
hai
Kuchh
khwaabon
ka
khoon
hua
hai
Ek
puraana
mausam
lauta
Ek
puraana
mausam
lauta
Yaad
bhari
purvayi
bhi
Ek
puraana
mausam
lauta
Yaad
bhari
purvayi
bhi
Aisa
to
kam
hi
hotha
hai
Wo
bhi
ho
tanhaayee
bhi
Ek
puraana
mausam
lauta
Yaad
bhari
purvayi
bhi
Yaadon
ki
bauchaaron
se
jab
Palke
bheegne
lagti
hai
Yaadon
ki
bauchaaron
se
jab
Palke
bheegne
lagti
hai
Kitni
soundi
lagthi
hai
tab
Kitni
soundi
lagthi
hai
tab
Maanjhi
ki
ruswaee
bhi
Ek
puraana
mausam
lauta
Yaad
bhari
purvayi
bhi
Do
do
shaklen
dikthi
hain
Is
behke
se
aayine
mein
Do
do
shaklen
dikthi
hain
Is
behke
se
aayine
mein
Mere
saath
chala
aaya
hai
Mere
saath
chala
aaya
hai
Aapka
ik
saudayee
bhi
Aisa
to
kam
hi
hotha
hai
Wo
bhi
ho
tanhaayee
bhi
Khamoshi
ka
haasil
bhi
Ik
lambi
si
kamoshi
hai
Khamoshi
ka
haasil
bhi
Ik
lambi
si
kamoshi
hai
Unki
baath
suni
bhi
humne
Unki
baath
suni
bhi
humne
Apni
baat
sunayi
bhi
Aisa
to
kam
hi
hotha
hai
Wo
bhi
ho
tanhaayee
bhi
Ek
puraana
mausam
lauta
Ek
puraana
mausam
lauta
Yaad
bhari
purvayi
bhi
1 Haath Chhute Bhi to Ristey Nahi Chhuta Karte
2 Gulzar Speaks - Khwab
3 Ek Purana Mausam Lauta
4 Aankhon Mein Jal Raha Hai Kyun
5 Woh Khat Ke Purze Udaa Raha Tha
6 Shaam Se Aankh Mein Nami Si Hai
7 Gulzar Speaks - Tarkieb
8 Zindagi Yun Hui Basar Tanha
9 Ek Parvaz Dikhai
10 Gulzar Speaks - Sehma Sehma
11 Din Kuch Aise Guzarta Hai Koi
Attention! Feel free to leave feedback.