Mohammed Rafi feat. Geeta Dutt - Udhar Tum Hasin Ho - From "Mr. and Mrs. 55" Lyrics
Mohammed Rafi feat. Geeta Dutt Udhar Tum Hasin Ho - From "Mr. and Mrs. 55"

Udhar Tum Hasin Ho - From "Mr. and Mrs. 55"

Mohammed Rafi , Geeta Dutt



Lyrics Udhar Tum Hasin Ho - From "Mr. and Mrs. 55" - Mohammed Rafi , Geeta Dutt




Udhar tum haseen ho
Idhar dil jawaan hai
Ye rangeen raaton ki ek dastaan hai
Udhar tum haseen ho
Idhar dil jawaan hai
Ye rangeen raaton ki ek dastaan hai
Ye kaisa hai naumaan
Ye kya dastaan hai
Bata ae mohabbat
Mera dil kahan hai
Ye kaisa hai naumaan
Mere ghar mein aayi hui hai bahaar
Qayamat hai, phir bhi karun intezaar
Mere ghar mein aayi hui hai bahaar
Qayamat hai, phir bhi karun intezaar
Mohabbat kuch aisi saza de rahi hai
Mohabbat kuch aisi saza de rahi hai
Ki khud raat angdaaiyaan le rahi hai
Idhar dekhti hoon nazara jawaan hai
Udhar tum haseen ho
Idhar dil jawaan hai
Ye rangeen raaton ki ek dastaan hai
Ye kaisa hai naumaan
Ye kya dastaan hai
Bata ae mohabbat
Mera dil kahan hai
Ye kaisa hai naumaan
Sulagti hain taaron ki parchhaiyaan
Buri hain mohabbat ki tanhaiyaan
Sulagti hain taaron ki parchhaiyaan
Buri hain mohabbat ki tanhaiyaan
Mahekne laga mere zulfon mein koi
Mahekne laga mere zulfon mein koi
Lagi jaagne, dhakne soyi soyi
Meri har nazar aaj dil ki zubaan hai
Udhar tum haseen ho
Idhar dil jawaan hai
Ye rangeen raaton ki ek dastaan hai
Ye kaisa hai naumaan
Ye kya dastaan hai
Bata ae mohabbat
Mera dil kahan hai
Ye kaisa hai naumaan
Tarasta hoon main aise dildaar ko
Jo dil mein basa le mere pyaar ko
Tarasta hoon main aise dildaar ko
Jo dil mein basa le mere pyaar ko
Tere khwaab hain mere raaton pe chhaaye
Tere khwaab hain mere raaton pe chhaaye
Mere dil pe hain teri palkon ke saaye
Ki mere labon par tere dastaan hai
Udhar tum haseen ho
Idhar dil jawaan hai
Ye rangeen raaton ki ek dastaan hai
Ye kaisa hai naumaan
Ye kya dastaan hai
Bata ae mohabbat
Mera dil kahan hai
Ye kaisa hai naumaan





Attention! Feel free to leave feedback.