Mohit Chauhan - Barsane Wali Chhori Lyrics

Lyrics Barsane Wali Chhori - Mohit Chauhan



Tu hi meri shab hai subha
Hai tu hi din hai mera
Tu hi mera rab hai jahaan
Hai tu hi meri duniya
Tu waqt mere liye
Main hoon tera lamha
Kaise rahega bhala
Hoke tu mujhse judaa
O o o o ho ho
O o o o o o
Tu hi meri shab hai subha
Hai tu hi din hai mera
Tu hi mera rab hai jahaan
Hai tu hi meri duniya
Tu waqt mere liye
Main hoon tera lamha
Kaise rahega bhala
Hoke tu mujhse judaa
O o o o ho ho
O o o o o o
Aankhon se padhke
Tujhe dil pe maine likha
Tu ban gaya hai mere
Jeene ki ek wajah
Ho aankhon se padhke
Tujhe dil pe maine likha
Tu ban gaya hai mere
Jeene ki ek wajah
Teri hasi teri adaa
Auron se hai bilkul judaa
O o o o ho ho
O o o o o o
Aankhen teri shabnami
Chehra tera aaina
Tu hai udaasi bhari
Koi haseen dastaan
Ho aankhen teri shabnami
Chehra tera aaina
Tu hai udaasi bhari
Koi haseen dastaan
Dil mein hai kya
Kuchh toh bata
Kyon hai bhala khud se khafa
O o o o ho ho
O o o o o o
Tu hi meri shab hai subha
Hai tu hi din hai mera
Tu hi mera rab hai jahaan
Hai tu hi meri duniya
Tu waqt mere liye
Main hoon tera lamha
Kaise rahega bhala
Hoke tu mujhse judaa
O o o o ho ho
O o o o o o.Jo khwabon khayalon mein socha nahin tha
Tune mujhe itna pyaar diya
Main jab bhi jahaan bhi
Kadi dhoop mein tha
Teri zulf ne mujh pe saya kiya
Haan jo khwabon khayalon mein socha nahin tha
Tune mujhe itna pyaar diya
Main jab bhi jahaan bhi
Kadi dhoop mein tha
Teri zulf ne mujh pe saya kiya
Haan tu hai, haan tu hai
Meri baaton mein tu hai
Meri khawaabon mein tu
Yaadon mein tu
Iraadon mein tu hai
Haan tu hai, haan tu hai
Meri baaton mein tu hai
Meri khawaabon mein tu
Yaadon mein tu
Iraadon mein tu hai
Hey... we could fall in love
I say... I could fall in love with you
Hey... we could fall in love
And I say... I could fall in love with you
Koi bhi aisa lamha nahi hai
Jismein mere tu hota nahi hai
Main so bhi jaaun mein raaton mein lekin
Tu hai ki mujhmein sota nahi hai
Tu hai ki mujhmein sota nahi
Haan tu hai, haan tu hai
Meri baaton mein tu hai
Meri khawaabon mein tu
Yaadon mein tu
Iraadon mein tu hai
Haan tu hai, haan tu hai
Meri baaton mein tu hai
Meri khawaabon mein tu
Yaadon mein tu
Iraadon mein tu hai
Hai teri inaayat tujhse mili hai
Hothon pe mere hansi jo khili hai
Use mera chehra chhupa bhi na paaye
Tujhe paake haasil hui jo khushi hai
Tujhe paake haasil hui jo khushi hai
Haan tu hai, haan tu hai
Meri baaton mein tu hai
Meri khawaabon mein tu
Yaadon mein tu
Iraadon mein tu hai
Jo khwabon khayalon mein socha nahin tha
Tune mujhe itna pyaar diya
Main jab bhi jahaan bhi
Kadi dhoop mein tha
Teri zulf ne mujh pe saya kiya
Haan tu hai, haan tu hai
Meri baaton mein tu hai
Meri khawaabon mein tu
Yaadon mein tu
Iraadon mein tu hai
Haan tu hai, haan tu hai
Meri baaton mein tu hai
Meri khawaabon mein tu
Yaadon mein tu
Iraadon mein tu hai
Iraadon mein tu haiDil ke jahaan mein
Ek aag si lagi hai
Ho. dil ke jahaan mein
Ek aag si lagi hain
Main hoon, tum ho, ishq hai
Tishngi hai
Dilnashi, dilnashi, dilnashi
Dilnashi, dilnashi, dilnashi
Dilnashi, dilnashi, dilnashi
Dilnashi, dilnashi, dilnashi
Bayaan karun main kaise
Jaana sunaaun kaise
Tujhko dikhaaun kaise
Dhadkan ki hulchal ko
Maane na kehna mera
Yaara manaaun kaise
Kaise sambhaalun main
Is dil paagal ko
Tu mera armaaan
Tu meri chaahat
Tu mera pyaar hai.
Ishq ke toofan mein
Ek aag si lagi ahin
Main hoon, tum ho, ishq hai.
Tishngi hain
Dilnashi, dilnashi, dilnashi
Dilnashi, dilnashi, dilnashi
Dilnashi, dilnashi, dilnashi
Dilnashi, dilnashi, dilnashi
Tere haseen chehre pe
Teri khuli jhulfon pe
Teri jhuki aankhon pe
Main pal-pal marta hoon
Deewangi se zyaada
Dil ki lagi se zyaada
Is zindagi se zyaada
Ishq tujhse karta hoon
Tu meri khaawhish
Tu meri saansein
Tu mera chain hai
Jazbon ke makaan mein
Ek aag si lagi hai
Main hoon, tum ho, ishq hai
Tishngi hain
Dilnashi, dilnashi, dilnashi
Dilnashi, dilnashi, dilnashi
Dilnashi, dilnashi, dilnashi
Dilnashi, dilnashi, dilnashiTujhe Sochta Hoon main shaam o subah
Iss se zyada tujhe aur chahoon toh kya
Tere hi khayalon mein dooba raha
Iss se zyada tujhe aur chahoon toh kya
Bas saare gham mein jaana, sang hoon tere
Har ek mausam me jaana, sang hoon tere
Aaa aa aaa... sang hoon tere
Aaa aa aaa... sang hoon tere
Aaa aa aa... sang hoon tere
Meri dhadkano mein hi teri sada
Iss qadar tu meri rooh mein bas gaya
Teri yaadon se kab raha main judaa
Waqt se pooch le, waqt mera gawaah
Bas sare gham mein jaana, sang hoon tere
Har ek mausam me jaana, sang hoon tere
Ab itne imtehaa bhi naa le mere
Aaa aa aaa... sang hoon tere
Aaa aa aaa... sang hoon tere
Aaa aa aa... sang hoon tere
Hey...
Tu mera thikana, mera aashiyana
Dhale shaam jab bhi, mere paas aana
Hai baahon mein rehna, Kahin abb naa jana
Hoon mehfooz inme, bura hai zamana
Bas sare gham mein jaana, sang hoon tere
Har ek mausam me jaana, sang hoon tere
Ab itne imtehaa bhi naa le mere
Aaa aa aaa... sang hoon tere
Aaa aa aaa... sang hoon tere
Aaa aa aa... sang hoon tereDil Ibadat Kar Raha Hai
Dhadkane Meri Sun,
Tujhko Main Kar Loon Hasil Lagi Hai Yahi Dhun.
Zindgi Ki Shakh Se Loon Kuchh Hasin Pal Le Chun
Tujhko Main Kar Loo Hasil Lagi Hai Yahi Dhun
Dil Ibadat Kar Raha Hai
Dhadkane Meri Sun
Tujhko Main Kar Loon Hasil Lagi Hai Yahi Dhun
Zindgi Ki Shakh Se Loon Kuchh Hasin Pal Le Chun
Tujhko Main Kar Loo Hasil Lagi Hai Yahi Dhun
Jo Bhi Jitne Pal Jeeyu
Unhe Tere Sang Jeeyu
Jo Bhi Kal Ho Ab Tera Use Tere Sang Jeeyu
Jo Bhi Saanse Main Bharoo Unhe Tere Sang Bharoo
Chahe Jo Hona Rasta Use Tere Sang Chalu
Dil Ibadat Kar Raha Hai
Dhadkane Meri Sun
Tujhko Main Kar Loo Hasil Lagi Hai Yahi Dhun
Mujhko De Tu Mit Jaane
Ab Khudse Dil Mil Jaane
Kyu Hai Yeh Itna Fasla...
Lamhe Yeh Phir Naa Aane
Inko Tu Naa Le Jaane
Tu Mujh Pe Khudko De Loota...
Tujhe Tujhse Tod Loo Kahi Khudse Jod Loo
Mere Jism O Jaan Main Aa Teri Khusboo Odh Loo
Jo Bhi Saanse Main Bharoo Unhe Tere Sang Bharoo
Chahe Jo Hona Rasta Use Tere Sang Chalu
Dil Ibadat Kar Raha Hai
Dhadkane Meri Sun
Tujhko Main Kar Loo Hasil Lagi Hai Yahi Dhun
Bahoon Main De Bas Jaane
Sine Main De Chhup Jaane
Tujh Bin Main Jaaunga Kaha
Tujhse He Mujhe Ko Paane Yaado K Woh Nazrane
Ek Jinpe Haq Ho Bas Mera
Teri Yaado Main Rahoo
Tere Khwabo Main Jagoo
Mujhe Doondhe Jab Koi
Teri Aankho Main Milu
Jo Bhi Saanse Main Bharoo
Unhe Tere Sang Bharoo
Chahe Joho Rasta Use Tere Sang Chalu
Dil Ibadat Kar Raha Hai
Dhadkane Meri Sun
Tujhko Main Kar Loo Hasil Lagi Hai
Yahi DhunZara Si Dil Mein De Jagah Tu
Zara Sa Apna Le Bana
Zara Sa Khawbon Mein Saja Tu
Zara Sa Yaadhon Mein Basa
Mein Chahun Tujhko
Meri Jaan Bepanah
Fida Hoon Tujhpe
Meri Jaan Bepanah
Wooooo Hhhhooo Ooohhhh Hooo...
Zara Si Dil Mein De Jagah Tu
Zara Sa Apna Le Bana
Zara Sa Khawbon Mein Saja Tu
Zara Sa Yaadhon Mein Basa
Mein Chahun Tujhko
Meri Jaan Bepanah
Fida Hoon Tujhpe
Meri Jaan Bepanah
Wooooo Hhhhooo Ooohhhh Hooo...
Zara Si Dil Mein De Jagah Tu
Zara Sa Apna Le Bana
Zara Sa Khawbon Mein Saja Tu
Zara Sa Yaadhon Mein Basa
Mein Tere Mein Tere
Kadmoon Mein Rakh Du Yeh Jahan
Mera Ishq Deewangi
Ohhhhoo.
Hai Nahi Hai Nahi
Aashiq Koi Mujhsa Tera
Tu Mere Liye Bandagi
Mein Chahun Tujhko
Meri Jaan Bepanah
Fida Hoon Tujhpe
Meri Jaan Bepanah
Zara Si Dil Mein De Jagah Tu
Zara Sa Apna Le Bana
Zara Sa Khawbon Mein Saja Tu
Zara Sa Yaadhon Mein Basa
Keh Bhi De Keh Bhi De
Dil Mein Tere Jo Hai Chupa
Kwahish Jo Hai Teri
Rakh Nahi Rakh Nahi
Parda Koi Mujhse Aye Jaan
Kar Le Tu Mera Yakeen
Mein Chahun Tujhko
Meri Jaan Bepanah
Fida Hoon Tujhpe
Meri Jaan Bepanah
Wooow O Oo O Odil ko churaayaa tuune sanam,
Pagal banaaya tuune sanam
Aawaargi thi rahabaar meri,
Jeena sikhaaya tuune sanam
O sanam o sanam, are tere bina bhi,
Kya jeena he jeena sanam
Ho dil ko churaayaa tuune sanam,
Pagal banaaya tuune sanam
Aawaargi thi rahabaar meri,
Jeena sikhaaya tuune sanam
O sanam o sanam, are tere bina bhi,
Kya jeena he jeena sanam
Ha lab thartharaake chup hi rahe,
Khamoshiya bhi hasti rahi
Dil ke taraane dil me rahe,
Betaabia bas machalati rahi
May ho gaya hu tera divaana,
Mujhako divaana karke naa janaa janaa
O sanam o sanam, are tere bina bhi,
Kya jeena he jeena sanam
Dil ko churaayaa tuune sanam,
Pagal banaaya tuune sanam
Aankho kaa teri ishaara mili,
Jeene kaa kuch to sahaara mili
Betaab dil he baichaiyn dhadkan,
Mohabbat me dil ko kinaaraa mili
Ek baar sule meraa fasaana,
Karke bahaanaa dil se naa janaa janaa
O sanam o sanam, are tere bina bhi,
Kya jeena he jeena sanam
Dil ko churaayaa tuune sanam,
Pagal banaaya tuune sanam
Aawaargi thi rahabaar meri,
Jeena sikhaaya tuune sanam
O sanam o sanam, are tere bina bhi,
Kya jeena he jeena sanamSoniye, Soniye, Soniye, Soniye...
(Tu Hi Tu Hi Meri Manzil
Tu Hi Chaahat Mein Hai Shaamil)...
Kuch Aisa Keh Do Jaan-E-Dil
Tere Bina Meri Subah Nahi Jalti
Tere Bina Meri Shaam Nahi Dhalti
Tere Bina Meri Jaan Hai Pighalti
Soniye, Soniye, Soniye, Soniye
(You Are My Love, You Are My Life
You Are The One Deep In My Heart)...
Tu Hi Mere Tu Hi Mere Ishq Ki Itteda Hai
Tu Hi Mere Tu Hi Mere Ishq Ki Inteha Hai
Saanson Ki Jhumbish Kehti Hai Kuch Nahi Tere Siwa Hai
Tere Bina Meri Subah Nahi Jalti
Tere Bina Meri Shaam Nahi Dhalti
Tere Bina Meri Jaan Hai Pighalti
Soniye, Soniye, Soniye, Soniye
I Got To Move On, I, I Got To Move On
I, I Got To Move On, I, I Got To Move On
Doobe Doobe Jism-O-Jaan Hai
Pyaar Ki Baarishon Mein
Jee Raha Hoon Jee Raha Hoon Main Teri Khwaahishon Mein
Bhool Ke Main Duniya Saari Khoya Tere Nashe Mein
Tere Bina Meri Subah Nahi Jalti
Tere Bina Meri Shaam Nahi Dhalti
Tere Bina Meri Jaan Hai Pighalti
Soniye, Soniye, Soniye, Soniye
Kehka Shah Hai Tera Chehra
Yaadon Mein Hai Tera Pehra
Tera Mera Naata Bada Gehra
Tere Bina Meri Subah Nahi Jalti
Tere Bina Meri Shaam Nahi Dhalti
Tere Bina Meri Jaan Hai Pighalti
Soniye, Soniye, Soniye, Soniye
(You Are My Love, You Are My Life
You Will Always Be Deep In My Heart)... Dard mein bhi yeh lab
Muskura jaate hai
Beete lambhein humein
Jab bhi yaad aate hai
Dard mein bhi yeh lab
Muskura jaate hai
Beete lambhein humein
Jab bhi yaad aate hai
Beete lambheinnnnn
Chand lambhaat
Ke vaaste hi sahi
Mushkura kar mili
Thi mujhe zindagi
Chand lambhaat
Ke vaaste hi sahi
Mushkura kar mili
Thi mujhe zindagi
Teri aagosh din the mere kate
Teri baaahon mein thi
Mere raatien kati
Ooooooooo oo
Aaj bhi jab woh pal
Mujhko yaad aate hain
Dil se saare gumo ko
Bhoola jate hai
Dard mein bhi yeh lab
Muskura jaate hai
Beete lambhein humein
Jab bhi yaad aate hai
Dard mein bhi yeh lab
Muskura jaate hai
Beete lambhein humein
Jab bhi yaad aate hai
Beete lambheinnnnn
Mere kandhein mein
Sar ko jukana tera
Mere sene mein khud
Ko chupana teraa
Mere kandhein mein
Sar ko jukana tera
Mere sene mein khud
Ko chupana teraa
Aake mere panaho
Mein shaam o seher
Kanch ki trah
Woh tut jana tera
Ooooooooo oo
Aaj bhi jab woh
Manzar nazar aate hai
Dil ki viraniyon ko
Mita jate hai
Dard mein bhi yeh
Lab muskura jaate hai
Beet lambhein humein
Jab bhi yaad aate hai
Dard mein bhi yeh lab
Muskura jaate hai
Beet lambhein humein
Jab bhi yaad aate hai
Beete lambheinnnnn
Dard mein beete lambheinnnnn
Dard mein beete lambheinnnnnRafta Rafta Ho Gayi Tu Hi Meri Zindagi
Rafta Rafta Ho Gayi Chaaron Taraf Roshni
Sajde Mein Tere Sar Hai, Thoda Sa Dil Mein Darr Hai
Kaise Karoon Main Bayaan?
Jaanu Naa, Jaanu Naa, Jaanu Naa...
Rafta Rafta Ho Gayi
Chaahe Deedar Tera Nazre Jhuke Bhi
Mere Kadam Chalna Chahe Ruke Bhi
Labb Bhi Kuch Kehna Chahe
Lekin Gum Hai Sab Baatein
Gumsum Si Bhi Hai Zubaan
Chaahe Deedar Tera Nazre Jhuke Bhi
Mere Kadam Chalna Chahe Ruke Bhi
Labb Bhi Kuch Kehna Chahe
Lekin Gum Hai Sab Baatein
Gumsum Si Bhi Hai Zubaan
Rafta Rafta Ho Gayi Tu Hi Meri Zindagi
Rafta Rafta Ho Gayi Chaaron Taraf Roshni
Sajde Mein Tere Sar Hai, Thoda Sa Dil Mein Darr Hai
Kaise Karoon Main Bayaan?
Jaanu Naa, Jaanu Naa, Jaanu Naa...
Rafta Rafta Ho Gayi
Mera Wajood Ab Tu Mujhmein Hai Shaamil
Sohbat Mein Teri Mujhe Sab Kuch Haasil
Phir Kyun Lagta Hai Aisa
Jaise Main Hoon Khud Bekhud Saa
Dhoondu Main Khud Ko Kahaan
Mera Wajood Ab Tu Mujhmein Hai Shaamil
Sohbat Mein Teri Mujhe Sab Kuch Haasil
Phir Kyun Lagta Hai Aisa
Jaise Main Hoon Khud Bekhud Saa
Dhoondu Main Khud Ko Kahaan
Rafta Rafta Ho Gayi Tu Hi Meri Zindagi
Rafta Rafta Ho Gayi Chaaron Taraf Roshni
Sajde Mein Tere Sar Hai, Thoda Sa Dil Mein Darr Hai
Kaise Karoon Main Bayaan
Jaanu Naa, Jaanu Naa, Jaanu Naa...
Rafta Rafta Ho Gayi.Mere bina main rehne laga hoon
Teri hawa mein behne laga hoon
Jaane main kaise, tera hua hoon
Mujhe toh lagta hai main shayad tere dil ki dua hoon haan
Tujhko jo paaya aha
Toh jeena aaya
Ab yeh lamha thehar jaaye tham jaaye bas jaaye hum dono ke darmiyaan
Tujhko jo paaya aha
Toh jeena aaya
Ab yeh lamha thehar jaaye tham jaaye bas jaaye hum dono ke darmiyaan
Pehle se zyada
Main jee raha hoon
Jabse main tere, dil se juda hoon
Raahon pe teri, main toh chala hoon
Tu meri manzil hai tere kadmon pe bas rukne laga hoon haan
Tujhko jo paaya (tujhko jo paaya) aha
Toh jeena aaya (jeena aaya)
Ab yeh lamha thehar jaaye tham jaaye bas jaaye hum dono ke darmiyaan
Tujhko jo paaya (tujhko jo paaya) aha
Toh jeena aaya
Ab yeh lamha thehar jaaye tham jaaye bas jaaye hum dono ke darmiyaan
Teri nazar mein nayi si adaa hai
Naya sa nasha bhi ghula hai
Kayi dino se bandha tha baadal jo
Tere hi baalon mein khula hai
Teri haddon mein, meri basar hai
Ab tujhe bhi, jaana kidhar hai
Jahan rahe tu, main woh jahan hoon
Jise jiye tu, main woh samaa hoon
Teri wajah se, naya naya hoon
Pehle kaha na maine ab ye tumse kehne laga hoon
Tujhko jo paaya (tujhko jo paaya) aha
Toh jeena aaya (jeena aaya)
Ab yeh lamha thehar jaaye tham jaaye bas jaaye hum dono ke darmiyaan
Tujhko jo paaya (tujhko jo paaya) aha
Toh jeena aaya
Ab yeh lamha thehar jaaye tham jaaye bas
Jaaye hum dono ke darmiyaanPhirta rahoon dar badar
Milta nahi tera nishaan
Hoke judaa kab main jiya
Tu hai kahaan main kahaan
Teri yaadon mein khoya rehta hoon
Mujhko dasti hai tanhaaiyan
Phirta rahoon dar badar
Milta nahi tera nishaan
Hoke judaa kab main jiya
Tu hai kahaan main kahaan
Tu jo judaa ho gayi
Teri sadaa kho gayi
Dekh le phir zindagi
Haa kya se kya ho gayi
Jab se bichdi hoon
Rab se kehti hoon
Kitna suna hai tera jahaan
Phirta rahoon dar badar
Milta nahi tera nishaan
Hoke judaa kab main jiya
Tu hai kahaan main kahaan
Kaise kate zindagi maayusi bebasi
Raahen sabhi kho gayi
Roshani de roshani
Main toh rehti hoon teri raahon mein
Bekhabar mujhko dhunde kahaan
Phirta rahoon dar badar
Milta nahi tera nishaan
Hoke judaa kab main jiya
Tu hai kahaan main kahaan
Teri yaadon mein khoya rehta hoon
Mujhko dasti hai tanhaaiyan



Writer(s): Raj Anari


Mohit Chauhan - Barsane Wali Chhori
Album Barsane Wali Chhori
date of release
16-05-2019




Attention! Feel free to leave feedback.