Lyrics Chalo Dayar-E-Nabi - Nusrat Fateh Ali Khan
Bigri
howi
banti
hai
her
baat
madine
mein
Gharkhaar
mohammad
ki
hai
zaat
madine
mein
Chalo
dyar
e
nabi
ki
janib,
darood
lub
pe
saja
saja
ker
Bahar
lootein
ge
hum
karam
ki,
dilon
ko
daaman
bana
bana
ker
Chalo
dyar
e
nabi
ki
janib
Chalo
dyar
e
nabi
ki
janib
Do
jahan
ka
bharam
madine
mein,
hai
karam
he
karam
madine
mein
Sir
ke
sajde
to
su-e-kaaba
hai,
hai
dilon
ka
haram
madine
mein
Khatm
hote
hein
aik
he
pal
mein,
sare
dard
o
alam
madine
mein
Haar
ashqon
ke
phol
zakhmon
ke,
le
ke
jain
ge
hum
madine
mein
Sub
jahanon
ki
likhte
hein
qismat,
shah
e
loh
o
kalam
madine
mein
Meri
saim
yeh
he
tamanna
hai,
bus
nikal
jaye
dum
madine
mein
Teg-o-tarap
ko
barhatay
chale
chalo,
Dil
mein
charagh-e-ishq
barhate
chale
chalo
Us
taajdar-e-husn
ki
tazeem
ke
liyeh,
Aakhon
ko
farsh-e-rah
banate
chale
chalo
Chalo
dyar
e
nabi
ki
janib
chalo
chalo
Chalo
dyar
e
nabi
ki
janib
chalo
chalo
Chalo
dyar
e
nabi
ki
janib,
darood
lub
pe
sajaa
sajaa
ker
Bahar
lootein
ge
hum
karam
ki,
dilon
ko
daaman
bana
bana
ker
Na
un
ke
jaisa
sakhi
hai
koi,
na
un
ke
jaisa
ghani
hai
koi
Wo
bewanaon
ko
her
jaga
se,
nawazte
hein
bula
bula
ker
Mein
wo
bhikari
hoon
jiss
ki
jholi
mein
koi
husn-e-amal
nahi
hai
Magar
wo
ehsaan
ker
rahay
hein
khataein
meri
chupa
chupa
ker
Hai
unko
ummat
se
pyar
kitna,
karam
hai
rehmat
shuar
kitna
Hamare
jurmon
ko
dho
rahe
hein,
huzoor
aanso
baha
baha
ker
Yeh
he
asaas-e-amal
hai
meri,
isi
se
bigri
bani
hai
meri
Samay
ko
karam
khuda
ka,
nabi
ki
naatein
suna
suna
ker
Agar
muqaddar
mein
ya-(wali?)
ki,
agar
madine
gaya
mein
khalid
Qadam
qadam
pe
hazaaro
sajde,
karoon
ga
sir
ko
jhuka
jhuka
ker
Chalo
dyar-e-nabi
ki
janib
darood
lab
pe
saja
saja
ker...
Attention! Feel free to leave feedback.