Lyrics Tumhen Dillagi Bhool Jani Paregee - Nusrat Fateh Ali Khan
Honton
ke
paas
aye
hansi,
kya
majaal
hai
Dil
ka
muamla
hai
koi
dillagi
nahin
Zakhm
pe
zakhm
kha
ke
ji
Apne
lahoo
ke
ghont
pi
Aah
na
kar
labon
ko
si
Ishq
hai
dillagi
nahin
Dil
laga
kar
pata
chaley
ga
tumhein
Aashiqui
dillagi
nahin
hoti
Kuch
khel
nahin
hai
ishq
ki
laag
Paani
na
samajh
ye
aag
hai
aag
Khoon
rulaye
gi
ye
lagi
dil
ki
Khel
samjho
na
dillagi
dil
ki
Yeh
ishq
nahin
aasaan
Bas
itna
samajh
leejay
Ik
aag
ka
darya
hai
Aur
doob
ke
jaana
hai
Tumhein
dillagi
bhool
jani
pare
gi
Muhabbat
ki
raahon
mein
aa
kar
to
dekho
Tarapne
pe
mere
na
phir
tum
hanso
ge
Tarapne
pe
mere
na
phir
tum
hanso
ge
Kabhi
dil
kissi
se
laga
kar
to
dekho
Wafaaon
ki
hum
se
tawaqo
nahin
hai
Wafaaon
ki
hum
se
tawaqo
nahin
hai
Magar
ek
baar
aazma
kar
to
dekho
Zamanay
ko
apna
bana
kar
to
dekha
Humein
bhi
tum
apna
bana
kar
to
dekho
Khuda
ke
liya
chor
do
ab
yeh
parda...
Rukh
se
naqab
utha,
ke
bari
der
ho
gayi
Mahol
ko
tilaawat-e-quraan
kiye
hoye
Khuda
ke
liye
chor
do
ab
yeh
parda...
Hum
na
samjhe
teri
nazron
ka
taqaza
kya
hai
Kabhi
parda
kabhi
jalwa
yeh
tamasha
kya
hai
Khuda
ke
liye
chor
do
ab
yeh
parda...
Jan-e-jan
hum
se
uljhan
nahin
dekhi
jaati
Khuda
ke
liye
chor
do
ab
yeh
parda...
Khuda
ke
liya
chor
do
ab
yeh
parda
Keh
hain
aaj
hum
tum
nahin
ghair
koi
Shab-e-wasl
bhi
hai
hijaab
iss
kadar
kyon
Zara
rukh
se
aanchal
utha
kar
to
dekho
Jafaaein
buhat
kien
buhat
zulm
dhaye
Kabhi
ik
nigah-e-karam
iss
taraf
bhi
Humesha
huay
dekh
kar
mujh
ko
barham
Kissi
din
zara
muskura
kar
to
dekho
Jo
ulfat
mein
har
ek
sitam
hai
gawara
Yeh
sab
kuch
hai
paas-e-wafa
tum
se
warna
Satate
ho
din
raat
jiss
tarha
mujh
ko
Kissi
ghair
ko
youn
sata
kar
to
dekho
Agarche
kissi
baat
par
woh
khafa
hain
To
acha
yehi
hai
tum
apni
si
kar
lo
Woh
maanein
na
mannein
yeh
marzi
hai
unki
Magar
un
ko
pur-nam
mana
kar
to
dekho
Tumhein
dillagi
bhool
jani
pare
gi
Muhabbat
ki
raahon
mein
aa
kar
to
dekho
Attention! Feel free to leave feedback.