Panther - Tanha Lyrics

Lyrics Tanha - Panther



Bayaan karu dard kaise
Alfaaz pade kam pehli baar dekh
Hum hue dur, wajah thi alag
Aaj akhiri baar janejana mera pyaar dekh
Akhri baar ni hoga ye bhi shayad
Baith jaunga dobara yaado ko sambhal ke
Puchu kyu, shayad tujhko jaanata tha
Ya fir nahi, bana frse sawaal dekh
Thamu khudko ya mai behne du
Dimag kahe chup, ya dil ko mai kehne du
Ye na maniyo, wo sab fun ke lie tha
Mai chahta tha maa ke diye pehne kabhi gehne du
Leti chu to hote rongte khade
Teri rooh ke har zarre me bas mai hi tha
Mujhe tune hai sambhala bhot tera ehsaan
Mujhe maaf karna agar kabhi Mai ni tha
Ehsaas, mujhe hai kasoorwaar kon
Ya fr kahu yun, mai shayad tere lyaq ni tha
Tune kardi galti pyaar karke bepanaah
Pr ye hota ni to banta tera yaar kabhi shayar hi na
Tanha hum the
Koi ni puchne ko
Choda sabne kehke
Ise abhi thoda jujhne do
Tukde hai bikhre
Raazi dobara tutne ko
Keh de ekbaar gayi thi aise hi
Jhut mein wo
Jhut mein wo gayi thi
Jhut mein wo gayi thi
Haa...
Haa
Mera bharosa gaya tut
Kasamo pe karu galti se bhi na yaakeen
Faisla ni dera koi,Gawah sare hai faraar
Mai mujrim, baizzat, khudi ka Waqeel!
Aye,
Aaj bhi tumko nahi aati aksar neend hai kya
Aaj bhi gift me chaiye choti se cheez hai kya
Aaj bhi tumhe mera rehta inezaar,
Ki mai call katu pehle tumse
Tumko ye umeed hai kya
Bas rehna theek se haa
Jiske bhi tum saath me ho
Ho chuka faasla par maut tak alfaaz mein ho
Tumne chudani chahi gandi adatein
Ab samjh aaya aksar kyu hamare andaaz mein ho
Khair
Tarqeebe kaam na kare
Jumme pe kamna kare
Na tumse saamna pade
Waqt jaana wha pe tham
Dobara aankh na lade
Bina mulaqat maut
To ye daastan bane
Kabhi na fasla mite
Ye dard mein sukoon sa hai
Ro leta hu akele
Na sahara dhundhta mai
Tera ehsaan bhot
Maanunga dekh hamesha
Ek Maiduja sapna usmein tu
Masoom tha mai
Bhul gayi kya tu
Zindagi ka jhoot tha mai
Saath me tu hoti isbaar bilkul ni roothta mai
Koshish ni kari kya maine
Ye tujhse puchta mai
Ye sab gar hota dobara
To shayad na tut ta mai!
Tukde hai bikhre ye mere dil ki
Na ankhe hui nam jaise dil mera tuta hi nahi
Tuta hi nahi
Maine moda muh hai khudse
Na moda kabhi tujhse jaise kabhi mai baato se rutha hi nahi
Rutha hi nahi
Keh deti ek baar aungi mai firse
Tu sambhalke rehna mai chahu tujhe dilse
Bewafa nahi mai na ho wafa bas milke
Khuda ki kasam khuda roke tabhi mile
Keh deti ek...
Chahu tujhe bepanah mai bewajah
Tu jaise paas hai meri baaho me
Ye chuta hi nahi!



Writer(s): Panther


Panther - Why
Album Why
date of release
24-08-2020




Attention! Feel free to leave feedback.