Lyrics MANTOIYAT - Raftaar
Raftaarrr...
(Manto)
Sawaal
yeh
hai
ki
Jo
cheez
jaisi
hai
Usey
waise
hi
pesh
kyu
na
kiya
jaaye
Main
toh
bus
aapni
kahaaniyon
ko
Ek
aaina
samjata
hoon
Jisme
samaaj
apne
aapko
dekh
sake.
(Raftaar)
Aaina
na
dekhna
chahe
samaaj
mera
Puche
mera
kal
na
dekhte
yeh
aaj
mera
Khodate
kharodate
yeh
meri
galatiyan
Main
bhi
chal
diya
Meri
soch
pe
hai
raj
mera
Kaan
band,
aankhe
band,
inke
muh
pe
taale
Inpe
zor
na
ki
satya
pe
prakash
daale
Bole
sach
jo
uske
chehre
pe
tezaab
daale
Ghoome
phir
khule
mein
Aur
jale
jo
woh
nakaab
daale
Off
off
off
hai,
dimag
sabka
off
hai
Zamaana
kya
kahega
Iska
hi
toh
sabko
khauff
hai
Daabke
jeete
hai
Daabane
ke
yeh
aadhi
hai
SE☓
nishedh
hai
toh
itni
kyu
abaadi
hai
Log
yeh
hai
aatma
se
khokhle
Khud
kare
toh
thik
baaki.
galat
Dogale!
Gaali
de
doon
Hindi
mein
toh
Bole
aisa
kyun
kiya
F*ck
kyun
hai
cool
Jaane
galat
kyu
hai
chut*ya
(Manto)
Kya
iss
tarah
ke
alfaz
Humein
sadako
pe
sunayi
nahi
padte
Manto
ek
insaan
hai.
Manto
ek
insaan
hai.
Manto
ek
insaan
hai.
Manto
ek
insaan
hai.
Mujh
par
ilzaam
hai.
Mujh
par
ilzaam
hai.
Mujh
par
ilzaam
hai.
Manto
ek
insaan
hai
(Raftaar)
Jaat
mein
yeh
baatate
hai
Baat
ke
yeh
kaatate
hai
Katne
waale
khat
pe
hai
Inki
mauj
raat
mein
hai
Laal
batti
wali
gaddi
Glass
inke
hath
mein
hai
Rajneeti
mein
hai
chor
Police
inke
sath
mein
Meri
baate
tumhko
sach
nahi
lagti
Sacchi
baate
tumko
yara
pach
nahi
sakti
Mujhse
na-samajh
hain
dugne
meri
age
ke
Ek
pair
kabr
me
ye
bhookhe
hain
dahej
ke
Betiyon
ko
maarte
Betiyan
naa
paalte
Betiyon
pe
dusro
ki
nazare
gandi
daalte
Ladkiyan
patake
unko
bandi
bolte
hai
Aur
jo
raazi
na
ho
unko
saale
r*ndi
bolte
hain
Baap
roz
maa
pe
thos
hath
jo
uthayega
Bezuban
bolne
se
pehle
seekh
jaayega
Mard
tab
banega
jab
tu
auratein
dabaayega
Soch
yeh
rahi
toh
jaldi
desh
doob
jaayega.
(Manto)
Main
us
society
ki
choli
kya
utaarunga
Jo
pehle
se
hi
nangi
hai
Usey
kapde
pehnana
mera
kaam
nahi
hai
Main
kaali
takhti
par
Safed
chalk
istamaal
karta
hoon
Taaki
kaali
takti
aur
numaya
ho
jaaye
Manto
ek
insaan
hai.
(Raftaar)
Maine
ghanto
padha
hai
tumko
Manto
Tumhare
jaisa
banu
kare
mera
maan
toh
Inn
bando
ko
sach
nahi
dikhta
Sattar
saal
azaadi
ke
Sach
aaj
bhi
nahi
bikta.
(Manto)
Agar
aap
meri
kahaaniyon
ko
Bardasht
nahi
kar
sakte
Toh
iska
matlab
yeh
hai
Ki
ye
zamaana
hi
naqabil-e-bardasht
hai.
1 Jolly LLB 2 GO PAGA
2 College Anthem
3 Reply To Emiway
4 All Black
5 Allah Veh
6 BBM
7 Billo Haii
8 Chandigarh Rehn Waaliye
9 Do Hazaaar Solo
10 Desi Hip Hop
11 Dal Makhani
12 For You
13 Fugly Dhup Chik
14 Gaal Mitro
15 Haappy Single
16 Laak Hilade
17 Lets Talk About Love Again
18 Majnu
19 Meraa Highway Star
20 Mombatiyee
21 Instagram Lovee
22 Swag Mera Desi
23 Tere Wargi
24 Gabbar Aa Jayega
25 Baby Marvake Maanegi
26 Saroor
27 Sheikh Chilli
28 Singh Is Bliing
29 Sniper Muzical
30 Stand Up
31 Tamanche
32 Thappar
33 Nazar Battu Anthem
34 CUTE Vol. 1
35 Whistle
36 You Cant Stop
37 You Dont Know
38 Zinda Hai Tiger
39 Bandook Meri
40 Commando 2
41 Dekho Dekho
42 Dhaakad Dangal
43 Dum Maro
44 Haseeno Ka
45 Jaanu Behen Hogi Teri
46 Ki Kariye
47 Mehbooba Fukrey Returns
48 Naam Hai
49 Om Namah
50 One Title Track
51 Raabta Sadda
52 AndhaDhun Title Track
53 MANTOIYAT
54 Sare Karo Dab
55 Mere Piche Munde
56 Teen Kabootar
57 Dishoom
Attention! Feel free to leave feedback.