Roop Kumar Rathod feat. Chandana Dixit - Om Jai Jagdish Hare Lyrics

Lyrics Om Jai Jagdish Hare - Roop Kumar Rathod , Chandana Dixit




Om jai jagadish hare, swami jai jagadish hare
Bhakt janon ke sankat, daas janon ke sankat
(kshan mein door kare, om jai jagadish hare)
Jo dhyaavey fal paave, dukh bin se man ka
(swami, dukh bin se man ka)
(sukh-sampatti ghar aave, sukh-sampatti ghar aave)
(ksht mite tan ka, om jai jagadish hare)
Maat-pita tum mere, sharan paduun main kiski?
(swami, sharan paduun main kiski?)
(tum bin aur naa dooja, prabhu bin aur naa dooja)
(aas karoon main kiski? om jai jagadish hare)
Tum pooran paramatma, tum antaryami
(swami, tum antaryami)
(parbrahm paremashwar, parbrahm parameshwar)
(tum saba ke swami, om jai jagadish hare)
Tum karunaa ke saagar, tum paalan karthaa
(swami, tum paalan karthaa)
(main moorakh khal kaami, main sevak tum swami)
(krupa karo bharta, om jai jagadish hare)
(om jai jagadish hare, swami jai jagadish hare)
(bhakt janon ke sankat, daas janon ke sankat)
(kshan mein door kare, om jai jagadish hare)
Vishay-vikaar mitaao, paap haro deva
Swami, paap haro deva
Shraddha bhakthi badhaao (shraddha bhakthi badhaao)
(santan kee seva, om jai jagadish hare)
Tan-man-dhan saba hai tera
Swami, saba kuch hai tera (swami, saba kuch hai tera)
Tera tujko arpan, tera tujko arpan
Kya laage mera (om jai jagadish hare)
(om jai jagadish hare, swami jai jagadish hare)
(bhakt janon ke sankat, daas janon ke sankat)
(kshan mein door kare, om jai jagadish hare)
(om jai jagadish hare, swami jai jagadish hare)
(bhakt janon ke sankat, daas janon ke sankat)
(kshan mein door kare, om jai jagadish hare)
(om jai jagadish hare, swami jai jagadish hare)
(bhakt janon ke sankat, daas janon ke sankat)
(kshan mein door kare, om jai jagadish hare)



Writer(s): Traditional, Sayed Ali


Roop Kumar Rathod feat. Chandana Dixit - Jai Jai Ram Jai Shri Ram (Ram Bhajan)
Album Jai Jai Ram Jai Shri Ram (Ram Bhajan)
date of release
16-03-2015



Attention! Feel free to leave feedback.