Sahir - Kho Ke Paya Lyrics

Lyrics Kho Ke Paya - Sahir



Kaisi toh ye yaadei hai
Kaisi toh ye yaadei hai
Bhoole nahi bhoole jaati
Khoya kafi paya baki
Hai na koi laafz baaki
Kucch hume chord gaye
Par yakeen honge iss duniya se koi
Behtar duniya mei toh na roye nahi
Bhaale waisa koi nahi
Par ye yaadein hai
Jin mei na koi kami
Aankho mei thodi nami
Par na ruk
Dekh peeche sab hai saath
Baatne tera dukh
Baata jitna bhi ye sukh
Hota dugna sirf ek hei rukh
Bass kucchh pal jo banjaate hai lamhe look
Taare ye sare saware tere liye
Bahare ye chale haste chehre liye
Yaaro ka saath
Dil ki kucch baat
Bachpan ki woh yaade bohot
Kimti mere liye
Kaisi toh ye yaadei hai
Bhoole nahi bhoole jaati
Khoya kafi paya baki
Hai na koi laafz baaki
Sab hai kareeb itne khushnasib
Kya khoob hai banaya
Agar na khoya toh fir hasil na ho paya
Har kisi ko jaana par akhir kitna sawaab hai kamaya
Kal kisne na dekha toh yaad rakhta sirf hai ye waqt
Jisme har ek jawaabh samaya
Jeena har ek pal
Pechanana kabhi pyaar na paraya
Sabke pyaar ne yaha tak laya
Kaisi toh ye yaadei hai
Bhoole nahi bhoole jaati
Khoya kafi paya baki
Hai na koi laafz baaki
Kaisi toh ye yaadei hai



Writer(s): Sahir


Sahir - Kho Ke Paya - Single
Album Kho Ke Paya - Single
date of release
17-10-2019



Attention! Feel free to leave feedback.