Sonu Kakkar - Shaaman Paiyan Lyrics

Lyrics Shaaman Paiyan - Sonu Kakkar




Beparwah tum bhul gaye
Hume tanha sa chhod gaye
Inn baarishon mein koi nahi hai
Hum hain aur bas tanhaai hai
Sooni hain raahein tanha hain hum
Neend se pehle aa jaana
Shaman paiyan tere bina tu ghar aa dholna
Shaaman paiyan tere bina tu ghar aa dholna
Ro ro ke main deva sada
Tu ghar aa dholana
Shaman paiyan tere bina
Tu ghar aa dholna
Yaad karoge raaton mein tum
Har wo pal jab saath mein the hum
Yaad karoge raaton mein tum
Har wo pal jab saath mein the hum
Tum ko jab koi yaar mila tha
Ye dil tab hi toot gaya thaa
Jaanoge jab dil tootega
Kya hota hain tadpaana
Shaman paiyan tere bina tu ghar aa dholna
Shaman paiyan tere bina tu ghar aa dholna
Ro ro ke main deva sada tu ghar aa dholana
Shaaman paiyan tere bina tu ghar aa dholna





Attention! Feel free to leave feedback.
//}