AP - Confessions paroles de chanson

paroles de chanson Confessions - AP



Khuli hai saansein, fir bhi mann mein hai ghutan,
Btaau hi kya sach jb sb lage jhooth ab,
Aaj jo lge yeh zindagi badsurat,
Kyuki aaye hi banke aayna the tum sb/
Shor mein chillaana to hai aasan,
Pr kehne ki baat pe gye kha?
Dard se bachne ka na koi raasta,
Asal kalaa to hai rehne mein wahan/
Humesha sang rehne ka jo kehte the,
Wo bhi gye jo chhod,
Hairat mein hai hayaat meri,
Sthir thi zindagi fir kaisi daalamdol/
Sbke paas hota ek pal,
Jo krna chaahega yaad ni,
Honge wo ek ya anek,
Pr zindagi mein baarish bhi hai laazmi/
Zindagi ki kitaab ke kisse ke hisse hai... yeh hum sbko,
Pal jo bure aaj yeh lage hum hi to.chunte hai inko.
Ilzaam aur shikayat ki aadato mein... jeete hai khud hi.
Toote hai sapne to ab khwaab hi to bunte hai//
Khuli hai saansein, fir bhi mann mein hai ghutan,
Btaau hi kya sach jb sb lage jhooth ab,
Aaj jo lge yeh zindagi badsurat,
Kyuki aaye hi banke aayna the tum sb/
Shor mein chillaana to hai aasan,
Pr kehne ki baat pe gye kha?
Dard se bachne ka na koi raasta,
Asal kalaa to hai rehne mein wahan/
Milte aaj bhi kitne rishte,
Jo seedha mile khaaye piye khiske,
Muh pe na khulti inki thoot hai,
Peet peeche khaane se zyaada bol teekhe/
Ab na koi mujhko umeedein, bs chale ek hi falsafaa,
Hum to yuhi shabdo ke mureed hai, sangeet se jod fir likh denge razaa/
Haan! honge bhale apne raaste,
Kahan! hai jaana kisko pta,
Jahan! rahe jidhr apne khaans hai,
Wahan! le chalo mujhko zaraa,
Naa! mujhko hai ab jeena,
Yahan! inke beech mein hu fasaa,
Zaraa! koi haath thaam le saath,
Binaa! mujhko ginaaye Yeh baat/



Writer(s): Anthony Borges


AP - Confessions
Album Confessions
date de sortie
29-06-2020



Attention! N'hésitez pas à laisser des commentaires.